Humko mile ho
Kaise chodenge
Yeh haath
Hum na chodenge
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge
Kismat se tum
Humko mile ho
Kaise chodenge
Yeh haath
Hum na chodenge
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge
Kismat se tum humko mile ho
Kaise chodenge
Yeh haath
Hum na chodenge
Kya kahoon kaise lagte hain
Dil pe zulfon ke saaye
Koi bhoola raahi
Jaise manzil paa jaaye
Ya koi dil tufaan ka maara
Dard ki leheron mein awaara
Koi pyaara pyaar ke saaye paa jaaye
Kismat se tum
Humko mile ho
Kaise chodenge
Yeh haath
Hum na chodenge
Tukde dil ke hum tum milke
Phir se jodenge
Yeh sheesha phir se jodenge
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge
Yun sharmaati yun ghabraati aise simti simtaayi
Oh mere balam yun hi nahin main
Jaate jaate laut aayi hoon
Preet meri pehchaani tune
Meri kadar to jaani tune
Ab dil jaaga hosh mein chaahat ab aayi
Kismat se tum
Humko mile ho
Kaise chodenge
Yeh haath
Hum na chodenge
Tukde dil ke hum tum milke
Phir se jodenge
Yeh sheesha phir se jodenge
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge
Kismat se tum
Humko mile ho
Kaise chodenge
Yeh haath
Hum na chodenge
77