Originally posted by: Sampada001
Mujhe toh Prajali aur saki ke kuch aur raaz chahiye ki kyu woh yeh sab kuch kar rahe hai.... Kya deal huva hai... Kitni property hai saki ke naam par?? Usse mukhi ka kya lena dena???
Kuch tog base hona chahiye matlb pata chale ki yeh sab kyu kar rahe the itni saalon se ye log
Ha
Thodi bat aur bahar ani chaiye