Chahiji fir uti aur kahne lagi
K: kyun c baat chahiji?
C: are puttar tum ko to pata hi hain ki Holi anewali hain bus usi ke tayari kari hain ghar main bahut kaam hain, aur babirani ki bhi tabiyat teek nahi hain,
K: chahiji aap cinta kyu karte hoo sab ho jaye gaa, mere rahte huye aapko fikar karne ki koi jaroorat nahi hain,
C: janti hu putaar, sab kaam tu kudhi to sambal ti hain mujhe kuch karne hi nahi deti
K: ek beti apni ma ko akele sab kaam kese karne de sakti hain, aap bas mujhe batadejiye ki kay karna hain.
Yeh sunkar chahiji ne karnti ke mate par haath feraa
C: jetii rah putar, rab tuje har kushi de.
Yeh kah kar chahiji chali gayii, aur raj aur karnti kamre main akele rah gaye. Raj karnti ki tarf barha aur bola
R: haa too hum kaha the???
Karnti jo drwaze ki taf dekhrahi ti achanak se raj ki taf palti, aur ek pyaru se smile raj ko de , aur kaha
K: tum ne, tum ne itna Dard sahna kaha se sekh liya rajveer.
R: kya matlab
K: tumare kande se fir se khoon nikal raha hain, mujhe yakeen nahi ho raha, jo insaan itna sa bhi dard nahi sahsakta ta, use aaj aaj dard ka ehsaas hi nahi ho raha. Kah se sikha tum ne Dard shana
R: apni biwi se
Kranti raj ki taf chook ke dekhti hain, heyrani se
K: mujhse!!!
R: nahi mera matlab hain!!! Tum jo jansi ki rani ban kar humesha har cheez main kudh parti hoo, kabhi kabhi museebat main bhi,
K: kyaaaaaaa!!!! Tum ne kya akhaa
R: woh!!! Woh main yeh kah raha tha kit um se mujhe inserpartion milti hain.
Raj ne puppy face banaaya jese ki who kudh hi apni kahi baat main fas gaya hooaur soch raha ho ki ab kya karoo.
K: banooo mat!!! Tum ne mujhe museebat kaha
R: Maine!! Are mere itni himaat! Ki main tumhe kuch kahoo!!! Tumhe
K: tum,ne abhi abhi mujhe kaha, main jaa rahii hoo, hatoo samne see!!
R: kranti!! Are sunoo naa!! Meri baat to sunoo! Are!! Are main mazak kar raha tha yaar. Krantiiiiiiiiiii!!
Karnti thora sa naraaz ho gayii aur kamre se chali gayi, aur raj kranti, kranti karta rahaa, aur fir us ke peche peche bahar chala gaya.
Karnti drawing room chahiji ke paas beath gayi aur raaj sedhiyo ke paas karha ho kar karnti ko dekh raha tha aur kranti apne bari bari ankho se raj ko lhalke gusse se dekh rahi thi. Aur fir raj ko ankhe dekhti huyi chahiji se boli
C: haan puttar, bhut see tayaariya baki hain abhi, mitahi banana hain, gahr sajana hain, dhol walo ko bulaa na hain, mahmano ko bulaa nahi hain, aur najane kay kaya
Tabhi raj raj niche aya aur chahiji ke paas baeth gaya aur kranti ko dekhte huye bolaa
R: chahiji pir to holi main gujiya , aur tandiyi bhi jaroo bane gii,
C: haa tutar jaroor bane gi balaa gujiya , aur tandiyi ke bager bhi holi hoti hain,
R: haa chahiji is baar ki holi kaa to apna hi maza hogaa, sab dekhte rahjaye gee, sab ko apne rag main jo rag dugaa, sab guss, gila, nafrat sab bahjaye gaa,
C: ha ais baar ki holi to hain hi kaas , yeh tum dono ki pahle holi jo hain.
K: kya fayeda chahiji, meri holi ka to maza sara karab hogaya, museebat jo lagtihoo kisis koo!!!
Kranti ne bari hi demi awaaz main bolo tha ki chahiji sunna le aur sirf raaj hi sun sake
C: kuch kaha tu ne puttar
K: ji!! Nahi who main klahrahi ti ki bhut kaam karna hin main kitchen main kaam dekh ti hoo.
Aur kranti waha se ut karchai gayi aur raaj use sahrat bhari ankhoo se dekhta raha manoo, kuch sharat soch raha hoo, ki kranti ko kese manaye, ya praeshaan kare?.