Ok guys i'm back with my update and here is next part and sorry for the delay guys as i'was not well actually my neck is giving me some problem and paining so much and also busy ,with my work and i'm also working on my other FF and Vm so, till tell then guys bear with me and hope u all guys enjoy this part also, so till then enjoy it. guys
Part 7
Kranti raj ki taraf muh bana kar aur use anke deekha kar kitchen main chali gayi aur raj use is traha pareshaan karkar muskura rah tha.
Aur wah kitchen apna Sara gusaa kitchen main rahi cheezo pe nikhal rahi thi, aur apne aap se hi bol rahi thai
K: yeh rajveer apne aap ko samjhta kya hain, usne mujhe musebat kah, mujhe! Esaa maza chakhauu gin a use, sari zindagi bar yaad karhe ga, usne mujhe barkaayahain, main kabhi usse baat nahi karo gi usse.fir dekhti hoo kya kare ga
Kranti apne aapn se bath kar rahi thii ki tabhi waha buhaji agyi.
BU: are Karnti puttar, kya huya, apne aap se kya bate karahi hoo, aur intne gusse main kyu ho, kyaa huya,
K: who kuch nahi buha ji, kuch bhi to nahi!! Main to bas ese hi
BU: hmmm!! Kake se fir se jagra huyaa kya??? Ha,
K: amm! Jagra! Nahi nahi buha ji, jagraa kyu hoga!
Karnti buya ji se nazare churane ki koshiah karrahi ti. Lakein buha ji sab samjh gayi
BU: Kranti puttar, yeh jo to mujhse nazare chura rahi hain na, si se sab saaf saaf pata chal raha hain, mujhe bata kya baat hain, dekh jab bhi kake koi koi pareshani hoti hain, to woh mujhe apni har baat batata hain, aur maine uski kafi madad bhi kart hi hoo, aur meri salha uske kaam bhi ati hain, (yeh sun kar kranti buha ji ki taraf chounk ke dekhti hain) to bata mujhe kya huya. Bata de puttar, sayed main teri kuch madad kardoo.
K: buhajiiiiiiii (bacho ki tarha muh banati hain) woh!! Woh rajveer, kehata hain ki main, main!!! Museebat hoo, museebat main parna meri bemari hain, jaha museebat hoti hain waha main hoti hoo, jese main museebat mere aage aage gummti hain, ab aap hi batoo buhaji kya main museebat hoo???
Kranti bachoo ki tarhaa muh barke buha ji ko sari baat batati hain. Karnti ki bathe sunkar bhuya ji thora hasti hain aur fir kahti hain
K: aap hus rahi hain!! Main us se kabii baat nahi karogi!!
BU: are are are pahle rohna abandh kar!! Hmmmmmm, tere sari baat meri samjh main arahi hain ab. Bhut pareshan karliya usne tujhe, ab teri bari hain. Sun putaar ab jesa main kahti hoot u bilkul wasa hi karnaa, fir dekhan kese kake tere piche piche ata hain.
K: Ji buhaji!! Par karna kya hoga???
B: dekh tu us se bil kul baat mat karnaa.
K: buhaji who to main wase bhi nahi karrahi ho
B: very good, ab age sun?????.. (Buhaji told kranti about there plan)
Pura ghar holi ki taiyaro main laga tha, aur kranti raj se kafa kafa thi, aur raj do dino se kranti ko mane ki aur us se baat karne ki kosish kar raha tha but, kranti thi ki usebazar andaz kar rahi thi sayed jan bujh kar buhaji ke kane par,pahel barraj ko lagrah tha ki us ka plan us pe bari pargaya hain.
Raj apne kamre main beth kar kudh se baat te karrah tha
R: yeh kya ho raha hain meri life main, sab kuch ulta ho raha hain,, itni beautiful biwi hain meri, jisne pichle do dino se mujh se bath to door ki baat hain,meri tarf dekha bhi nahi hain, socha tha kya aur ho kay gaya,life main pahle baar mera hi idea mujh pe bari pargaya, oh god kya karo main, kuch samjh nahi aa raha use, kese manu use. Kyaa karoooo. God pls help me, meri biwi mujh se door jarahi hain
Raj indar kamre main betha betha apne baal noch rah tha apne aap se baat ka rha tha aur kranti use chup ke se bahar se dekh rahi thi aur muskura rahi thi aur fir apne aap se kaha
K: thank u buhaaji, aap ka idea kaam karraha hain, aur ab Bari hain plan no 2 ki, BRASTER RAJVEER LAL age age dekhko aap ke saat kya kya hota hain.
Raj Ander betha tha aur soch rah tha ki tabhi kranti andar ati hain, rak kranti ki taf dekh ta hain aur thora muskurata hain, lekin kranti use dekh kar bhi undekha kar dethi hain, raj kranti se baat karne ki kosish karta hain,
Kranti cuboard main se kuch nikal rahi hoti hain.
R: Kranti who main kahrah tha ki, ab dekho bhut???..
Tabi Kranti cuborad ka darwaza band karti hain jor se, TAK!!!! aur raj thora gabrata hain aur samjh jata hain ki kranti bhut gusse main hain, aur fir apne aap se kata hain
R: bete raj!! Lagta hain bhut gusse main hain, jaadya brakhaoo mat, brakh gayi to tumhari khar nahi, lekin baat to karni hi pare gi,
Raj kranti ke peche peche jata hain, aur fir himat kark use manae ki kosish karta hain
R: ammmmmmmm!!!! Kranti dekho who job hi Maine kaha tha na us din?. Who museebat wali baat?
Tabhi kranti rak ki tarf goor ke dekhti hain. Aur raj sab kuch jaldi jaldi bole lagta hain?.
R: mera matlab hain ki, yeh sab maine jaan bujh karnahi bola tha.main to bus mazak karrah tha?. Mera who matlab nahi tha.
Aur tab ek dam se kranti bed par se uth kar kadhi ho jati hain aur raj ki taf mudh ti hain, thora sa ghoor thi hain aur paas ati hain? aur fir kahti hain
K: To aap ka kya matlab tha MR. BRASTER RAJVEER LAL. Hm!!
Raj chote bache ki tarha muh banata hain. Aur kranti mann hi mann main use dekh kar muskura rahi thi, aur fir jab raj kranti ki taraf dekha to kranti fir se serious ho jati, mano jese sach main us se bhut gussa hoo,
R: main to sirf mazak karrah tha tumhe paresaan karrah tha, tumhe pareshan karne main bhut maza ata hain naa isliyee.
K: achaaa!! Lekin main to musebat ho na, aap hi ne kah tha , to fir aap ko is museebat ki kya jarorat . Ha!!! Jayee aaaur jake aapni jindagi aaram se bitayiye,ab yeh museebat aap ko bilkul paresaan nahi kare gi. Teek hain
Tabhi krantii mudh ti hain darwaze ki taraf, to raj us ka haath pakarleta hain aur kahta hain??.
R: nahi nahi!!!! Kranti pls agar tum chali gayi to mera kya hogaa,
I'mean tum na gusse main bhilkul achi nahi lagti, tum to.. tum to!! mera kyaal rakhti huyi achi lagti ho, mujhe se payaar karti huyi achi lagtii ho, (Raj kranti ki taraf jata hain us ki aankho main anke daal kar kahta hain ) mujhe pareshaan karti huyi achi lagti ho, mujhe pe chilati huyi achi lagti ho,ase naraaz nahi achi lagti, tumhe pata hain jisdin bhi tum mujhe pe chilati nahi ho, ya, gussa nahi karti to mera din pura nahi hota actualyy mujhe in sab cheezoo kiadat ho gayi hain,
Aur kranti raj ko dekhte huye uski baato pe muskurati hain.aur raj use kahta hain
R: actualy who kya hain na kranti , maine tumhe mujhe par chelate huye dekha hain, be waja gussa karete huye dekha hain, mujeh samjhate huye dekah hain, mare har dukh main, sukh main mere sath dekha hain. Aur mujhe bhi tumhare hase se, rone se, uthne bathne se fark fartha hain.
Kranti ek bar fir raj ki ankho main dekha thora muskurati hain aur fir kooh jati hain, raj krati ko gale se lagata hain, aur kranti bhi raj ko gale lagati hain, gale lage huye hi raj kranti se kahta hain
R: aur agar meri is zindagi main tum mere saath nahi to is zindagi ka koi matlab nahi.
Aur fir tabi achank raj ke muh se nikalta hain
R: Hnnnnnnnn!!! Meri museebat!!!!
Yeh sunte hi kranti raj ko laki sa dacha de kar apne aap se door kardeti hain aur fir ek baar raj ke peche par jati hain
K: tum ne mujeh fir se museebat kahaa
Aur tabhi raj kranti ki taraf dekhta hain,aur use kande se pakar kar bed par betha ta hain aur kahta hain
R: are mere maa !! Meri baat to suno! Tumhari sui pechale do din se usi word pe kyu atki hain, tum na , tum too, tum!!!! Mera matlab hain kit um Achi wali museebat hoo aur who bhi sirf meri
K: kyaaaaaaaa, achi wali!!!
Krantii thora soch ti hain fir raj ki taf gusee se dekhti hain Bed se utth ti hain.
K: tum kabi nahi sudhroo gee, barh main jaoo tum.
R: lekin main akela kese rahogaa waha, tumhe bhi saath chala paregaa, after all ur my wife na.
Aur raj karnti ko ankh marta hain, aur muskurata hain, aur kranti raj ko daka dekar room se bahar chali jati hain, aur raj bed pe betha rah jata hain aur apne aap se kahta hain
R: lo fir naraz hogayi, kitni mushikl se pataya tha, yeh bagwan!! kyu kar rahe ho mere sat asa acha khasa romance karne ka chance mila tha fir naraz hogayi. itni mahnat to mane kabhi koi case lardhne yaajadi ki ladayi ladhre main bhi nahi ki.. jitni karnti ko patane main paapar belne parrahe hain
But koi baat nahi, holi mein main tumhe apne rag main rag ke hi raho gaa.