Part-2
Even though vijay told the family to not leak the news but sulochana spreads the news of abortion adding that pallavi is the one who had abortion that too child of raghav rao.
Next day everyone is getting ready to go to hospital. Coincidentally raghav too is present there because his car accidently hit a old lady and he is there to help her.
Raghav spot them in hospital.
R-ye bunch of crazy people idhar kya kar raha hai. Agar mujhe kuch bola toh mai chorega nahi.
Farhad his secretary cum friend calm him down.
F-anna shaant ho jaaiye. Ye hospital hai aae hoge kisi kaam se. Mai baat karu sayad koi pareshaani...
R-koi jaroorat nahi farhad jaane de oo jhansi ka rani hai na unke saath sambhal lega oo khudse tu chal.
And they left.
As the abortion slip is planted there purposely by none other then sulochana deshmukh she makes sure that they visit that dr only whom she had bribed. As per the plan the dr Confirmed that it is pallavi who aborted the child and this shocked pallavi to the core.
At deshmukh niwas.
Sulo-dekh liya aapki mahan beti ki mahan kartut. Ab hum kahi mooh dikhane ke kaabil nahi rahe. Meri mansi ki shaadi par koi aanch aai na toh mujse bura koi nahi hoga.
Sharad-bas karo sulochana. Hum maan hi nahi sakte ke hamari beti kuch bhi galat kar sakti hai. Pallu tu kamre me jaa. Hum kal dusre dr ke pass chalege. Ho sakta hai ye dr se kuch galti hui ho.
Milind and vijay are silent because one side they want to trust pallavi but other side their mind says pallavi is wrong. Still they are not angry at pallavi. They thought to go in deep and then reach on any conclusions.
P-haa aae jaroor dr se kuch garbar hui hogi hum kal dusre dr ke pass chalege.mai toh abhi hi jaati par abhi dukaan jana jyaada jaroori hai. Kuch important clients se meeting hai.
Sharda-thik h tu ja beta.
And she left.
Sulo-important clients se meeting hai ya apne aashiq se milna hai. Pakka raghav se milne gyi hai.
Just then nikhil arrived.
N-bus kijiye kaku. Meri dii ke khilaf zahar ugalna band kijiye. Muje kaka ne sab bataya. Are aplog dii par shaq kar bhi kese sakte hai. Aur toh aur dr ke pass bhi chale gye.
Sulo-usi dr ne confirm kiya hai dekh teri dii ki kartut.
She handed over her reports to him but he tore them off and throws on her face.
N-mai nahi manta. Meri dii par shaq karna band karo.
And he left.
Sulo(in mind) - ye pallavi itni aasani se nhi bach nhi sakti. She called someone.
At dse
Pallavi is at work still her mind is echoing with dr's false confirmation. Just then raghav arrived there.
R-hello miss deshmukh. Aap mere calls kyu nahi le rahi thi.
P- are mr rao aap yaha. Boliye kya kaam se aana hua.
(at professional workplace they address each other with aap or sometimes tum but other time anyone can easily guess their hardcore enimity)
R-haa vo aap mera calls nahi le rahi thi toh socha khud aakar bata du. Ye shop ka renovation karwa raha hai mai. Architect aata hi hoga toh dekhlo kya karna hai.
P-matlab.
R-maloom tha tum bhool jaaega. Are kal hi toh tumse shop ka blueprint mangwaya tha.
P-par tumne toh kaha tha challenge khatam hone ke baad...
R-jaanta hai mai tum ye challenge haarega hi toh kamse kam shop dikha toh sakta hai na architects ko.
He is about to say something further but stopped due to some loud noise.
He turned around and spots a group of women with banners are approaching towards them.
R-ye aurte esa madhumakkhiyo ka jhund jesa bhin bhin karta idhar kayko chale aa raha hai.
He is claustrophobic so he takes steps back but to his surprise one woman grabbed pallavi's hand.
P-kon hai aaplog choro mujhe.
R-ye kya kar raha hai tum choro isko.
Woman - tum hi ho na pallavi deshmukh. Besharam ladki. Aur tum kon ladke.
R-aye tameez se. I am raghav rao. Jis dukaan ke aage khara hoke tum tamasha kar raha uska owner hai mai.
Woman - accha toh tum bhi yahi mil gye accha hai. Behno ab inn dono aashiqo ko hum yahi saza denge.
Pallavi and raghav both - what.
Ladies are about to spill ink on them but raghav's security man stops them.
R-ye kya bakwas laga rakhi hai. Aur hum dono aashiq ye kon bola tumko.
P-kisi ke character par bina soche samjhe sawal uthane ka haq aapko kisne dia.
Woman - dekho zara kese ek dusre ka side le rahe hai. Aur humko suna toh ese rahe hai jese kuch kia hi nahi.
R-kya kuch bhi bakwaas kar raha hi tum log.
Woman - ham bakwaas kar rahe toh tum dono jo jakar abortion karwake aae ho vo kya aarti utaarne jesa kaam hai.
R-whatt.. Abortion... Me... Ye....
Pallavi now connects the dots and gets their point.
P-dekhiye aapko jisne bhi bataya hai sab galat hai.
R-tum khud aurat hoke dusra aurat ke baare me esa chee. Abhi ke abhi niklo yaha se varna itn police bulwa kar itna charges lagwaega ke tumhara sara khaandaan sadak par aa jaega. Now get lost.
Woman-abhi toh hum jaa rahe hai Par jaldi vapus aaege.
And they left.
Pallavi is about to fall on ground due to dizziness but raghav holds her. He makes her sit on chair.
R-ye lo saree ka dukaan paani pi lo. Aaj ke liye kuch jyada hi ho gaya. Pata nahi kya bole ja raha tha. Mai aur tum not even dreams its possible.
P-i know raghav par mai jaanti hu ye sab kyu hua.
R-matlab.
She narrates him whole incident which left raghav in shock.
R-tumhara vo sanki family kya kuch bhi sochta hai. Tum par toh tum par raghav rao par esa blame how dare they.
P-tum kehna kya chahte ho mujhpar jo blame lagaya kya vo sach hai. Tumko sachme lagta hai mai esi ladki hu. Ya tum ye soch rahe ke kisi aur ka kiya tum par dalne ki koshish kar rahi mai paiso ke lie.
R-whatt noo. Mera vo matlab nahi tha. Chahe hamare beech jitna dushmani ho itna bol sakta hai mai ke tum esa kabhi nahi kar sakta.
P(in mind) ek ye hai jo mera dushman hai almost aznabi isko mere par itna trust aur ek meri family....
P-i am sure vo dr jhooth bol rahi hai ya check karne me garbar ki hai. Mai abhi jaaugi dusre dr ke pass check karwane aur saboot mooh par fek ke maarugi sabke.
R-what... No... Esa karne ka sochna bhi mat.
P-par kyu.
R-jab galti nhi kia h toh saabit karne ka kya jaroorat. Aur karna hi hai toh asli naam bahar laao.
P-matlab.
R-tumne kaha na slip mila toh ya toh oo slip nakli hai aur koi tumko or mujhe fasa raha ya phir asal me tumhara ghar mese kisi ne Abortion karwaya hai. Agar tum nahi toh kon....
P-sorry raghav mere vajah se tumhara naam bhi inn sab me drag ho gya.
R-tumne kuch nahi kiya na toh buss ab mera saath do hum dono ka naam bhi clear hoga aur asliyat bhi samne aaega.
P-hmmm ok.
R and p together - jabtak sab sort nahi hota dushmani bhool jaate hai.
And they laughed...
Edited by Kavita99 - 3 years ago