Story is same as per the show till pallavi accused of abortion. But i will change the rest as per my imagination. Please let me know your honest opinions.
Part-1
Mansi's sangeet ceremony is over. Pallavi is helping her aai in wrapping up the things. Suddenly aai saw a slip and casually opened it to confirm is it a rough paper or something important but the words written on it gave her shock of a lifetime. Its a abortion slip of miss deshmukh. It was torn down from middle so its obvious that it was done purposely.
S-pallu ye dekhh ye slip.. abortion.. deshmukh..
P-aaiii kya hua.
Now whole deshmukh family is gathered in hall and they are all hell shocked to know about the slip.
Milind-ye esa kaam hamare ghar ki betiya kar hi nahi sakti. Jaroor kisi guest ke saman se gira hoga.
Sulochana-haa haa beti nahi kar sakti bahu toh kar sakti hai.
Sharda-kya bakwas hai ye sulochana. Pallu ke baare me esa soch bhi kese skti ho tum.
Sulo-kyun nahi vahini aap toh jaanti hai shaadi ke din hi chala gya hamara mandar aur iske armaan sare dhare reh gye. Ab 3 saal tak toh isne sati savitri hone ka drama kar lia par jab raghav rao jesa ladka aa jae life me control khona konsi badi baat hai. Isme iski bhi kya galti. Jawan hai sundar hai sapne iske bhi rahe honge. Kabtak ek din ke pati ki vidhwa bankar jeeye bichari.
P-kakuu. Kya bole jaa rahi hai aap. Aur raghav ko beech mai kyu laa rahi hai. Aap esa soch bhi kese sakti hai. Aur raghav mera dushman hi sahi par me apni vjh se uska naam kharab nhi hote dekh sakti.
Sulo - oho dekho jara kese bhadak gyi uspar iljaam lagta dekh kar.
P-mujhpar ye koi pehli baar nahi jab aapne ese iljaam lagae ho par aaj aap kisi innocent ko in sabme nahi ghaseet sakte. Chaliye hospital abhi test karwake pata kar lenge ye slip meri hai bhi ke nahi.
Sulo-itni raat me konsa dr betha rahega ke pallavi aaegi me uska test karuga.
V-toh thik hai hum kal chlege hospital. Ab sab sone jaao. Aur iss baat ka pata kisiko na chale.
Pallavi is heartbroken to see no one in her family is supporting her except for her aai. Nikhil is out of town for urgent work otherwise he is there for her too.
P(in mind) kal sab dhoodh ka dhoodh or paani ka paani ho jaaega. Iss baar bahut ho gaya mai aur sehen nahi karugi.
Index:
Part 1-p.1 Part 2-p.2 Part 3 - p.5 Part 4-p.7 Part 5 - p.10 Part 6-p.11 Part 7-p.13 Part 8-p.14 Part 9-p.17 Part 10-p.20 Part 11-p.21 Part 12-p.22