Ek toh bechare ne aaj tashan dikhane ki koshish kri.
Bhaiya ko bina bataye bhabhi ko direct phone kra par bhabhi bhaiya se bhi uchi cheez nikali
Ved bechara hello aur bhabhi ke aage kuch bol hi nhin paya upar se uska itni baar naamkaran ho gaya.
Pehle sirf husband usse Gali ka kutta bulata tha aaj Wife ne toh chipkali ki puch aur gobar sa muh.. Kya kya suna diya 😂😂.
Woh toh help hi karne aaya tha 😂😂😂