||' MahahaNayak ARJUN's MAHA Dialogues Corner '|| - Page 7

Created

Last reply

Replies

84

Views

114.6k

Users

20

Likes

238

Frequent Posters

Spring-Dew thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
#61
I m from mob but still I will say something detailed dialogue I will post tomorrow
Arjun said Karna that don't call me Arjun but Abhimanyu's father
Sukanya_Datta thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#62
All the dialogues from 15th July episode

"Agar tumhari hateli hi nhi hogi putra,to mere ashru kis prakar rukenge? Kis prakar rukenge mere ashru?"


"Kiske karan? Kiske karan aap... aap ,mere putra ka rakshan nhi kar paye, jesht bhrata? Kiske karan?"


"Jaydrath??? Jise maine jivan daan diya tha? Usne mujhe jite-ji... jite-ji mrityu de di! Maine use jeevan daan dene ka paap kiya tha. Use kshama krne ka paap kiya tha maine. Maine hi kiya tha, jesht bhrata."


"Parantu ab samay kshama ka nhi hai,ab samay dand ka hai! Mere putra ki mrityu ka dand!!! Jaydrath ka bhavishya uski chita hai. Ye pran hai soorveer Abhimanyu ke pita ka. Pran hai ye!"


"Yudh krne nhi aya hoon. Dand dene aya hoon. Dekh lo mera Raudra-Roop!"


"Dharm-adharm ki baatein aaj aapko shobha nhi deti, Gurudev! Aaj apne adharm ki saari maryadayen laangh di hai. Jhoond me to bheriye shikaar krte hai Gurudev. Aaj apne mujhe lajjit kiya hai. Aaj... aaj mere dharm-adharm me koi antar nhi."


"Arjun ki mrityu ho gyi hai ranbhoomi me! Aap ke samne keval pratisodh hai, keval pratisodh! Ek pita ka pratisodh. Uske putra ki mrityu ka pratisodh. Ab mera keval ek hi dharm hai, Jaydrath ki mrityu."


"Nhi jesht bharta... Isne mere putra ka vadh kiya hai. Mai ise kshama nhi kar sakta."


"Jaydrath... Maine tumhe kshama kiya tha. Maine hi rokha tha bhrata Bheem ko tumhara vadh krne se. Meri is bhool ka keval ek hi prayaschit hai; ki mai tumhara vadh kar doon! Anyatha swayam apne praan tyaag doon."


"Kal suryast ke samay is ranbhoomi me do chitaye jalengi. Ek chita par baithkar mera putra Abhimanyu swarg ki or prasthan karega. Aur dusri chita mai tumhare liya jalaunga. Anyatha tum mere liye jalaoge. Ye sankalp hai mera."


"Mere path se hat jaiye Gurudev. Aaj mere pratisodh ke path par jo bhi ayega,mai use bhasm kar dunga."


"Mere putre ke ghav, uski peeda aaj mere teero me hai. Aaj mere teer swayam Abhimanyu hai. Aaj mera putra akela nhi,uska pita uske sath hai. Hat jaiye Gurudevvv !!!"


"Arjun nhi Angraaj, veer Abhimanyu ka pita kho! Aur ek pita ke pratisodh ki agni se tum swayam ka rakshan nhi kar paoge. "


"Dwandh yodhayon se kiya jata hai. Apradiyon ko keval dand diya jata hai."
Edited by Sukanya_Datta - 11 years ago
Spring-Dew thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
#63
I am posting in English that also an improper one :( will try to do in hindi if others don't post 😊
HE SAID ARJUN HAD DIED IN THE BATTLE FIELD RIGHT AND WRONG EVERY THING IS SAME FOR ME..

He said to Jayadrath that either u will die coz of me or I will die coz of u


Spring-Dew thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
#64
Suki glad u started to post😊thanks
shavii thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#65
thanks for dialogues suki 😳
shavii thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#66
today's dialogue

Arjun- aap eshwar hain madhav, afashya meri asafalatha bhi, aap hi ki yojna thi, sweekar hain muje

Arjun -jayadrath mera sankalp poorn hone wala hain aur saath hi saath tumhara jeevan bhi

Arjun-chinta mat kar jayadrath yadhi tumhara jeevan, tumhara pita ka ashirwaad hain , to mrityu ke samay bhi tumein tumhara pita ka ashiwaard prapt hona chiaye, isliye mein tum par pasu padaashtr ka upayog kar raha hoon, jisse tumhara kata hua mastak seeda tumhara pita ke godh mein gir jayega

Arjun - isi prakaar , isii prakaar iss ran bhoomi mein , saare adharmiyoon ka anth hoga

Rakht ki dharayein behegi.

Ek-ek karke sabke mrityu hogi , jiska adharm adheek hain,uski mrityu anth mein hogi

Apne Samarth ka vidvansh dekne ke parcshyaat , apni paapon ka peeda bogne ke parschyaat .



Edited by shavii - 11 years ago
RosChel.Lobster thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#67
Thnk u soo much Suku n Shavii for all the epic n crisp n raudra dialogues of Mahanayak from last 2 episodes 🤗
shavii thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#68
welcome rushika


today's dialogue

1st set of dialogues

Javo putr apni shaurya se , swarg ki devadatavoon ke garv ka kandeet karo

Tum par, samargh vishva ko, sada hi garv rahega putr , sada hi garv rahega

2nd set of dialogue

Chinta mat karo nakul , jitney bhi sainik swast hain unhein sahj karo , shayd shatru bhool chukka hain, ki mein ratri mein bhi sankaar kar saktha hoon


Edited by shavii - 11 years ago
luv_sakshi thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#69
@Suku n Shavii:
Thank u so much for helping us relive those Wonderful Arjun Moments thru' these Dialogues!!👏👍🏼..Appreciate it!!🤗
shavii thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#70
today arjun's dialogue

aapke banoon par sirf mera naam hain angraj karn😉 ek seek ki poonj keechkar vanar vrish par chad jaye usse dwund nahi kehte
ek gadadhaari par banoon ki varsha karne mein kya shaurya, mujse yudh kijiye👍🏼

madhav, kya yojna thi hamari?😭 kya meri praan bachane hethu... humne ghatorkarch ki mrityu ki yojna banayi?

kitne aur kis kis ka balidhan denekeliye ko shaj hain aap madhav?

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".