||' MahahaNayak ARJUN's MAHA Dialogues Corner '|| - Page 9

Created

Last reply

Replies

84

Views

114.5k

Users

20

Likes

238

Frequent Posters

shavii thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#81
today's dialogue 😳

arjun's dialogue

ek yodha keliye parajay hee mrityu hoti hain madhav😭aur kal, kal meri parajay nahi hogi 👏👏👏👏

jaantha hoon madhav, parantu dron shisya arjun, aapki prerna se, is ran bhooomi mein dharm stapana ka ashay lekar aya hoon,

mera sampoorn shikshan,mera har baan mein hoga

ye dwaund karn aur arjun ke beech mein nahi , sangharsh aur shikshan ke beech mein hain,dharm aur adharm ke beech hain

aur madhav , is dwaund mein yojna nahi hogi , koi chal nahi hoga (when he was saying , he was totally innocent parth...)

nahi madhav, angraj karn ne sadhaiv kaha hain, ki janm ke karan unke saath sadhaiv annay hua hain,unhein samman asar nahi mila hain, mein bhi jana chata hoon to kya ye satya ya asatya

aur ane wala samay bhi janlega , yadhi ye satya hain to janm ke adaar par, kisi manushya ko vanshit rakna , apradh hain

madhav, muje vachan dijiye, ki muje jeevit rakne hethu , aap koi chal nahi karenge (repeated twice)
Edited by shavii - 11 years ago
shavii thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#82
today's arjun dialogue

arjun:praytn, prathiksha se adhik laab ka hi hota hain angraaj

mera vadh karne hethu devathon se vishesh astr aapne maangta angraaj parantu mein aapka vadh karne hethu devathon se koi dhaan nahi maanga angraajaapka vadh mein kisi bhi saamne astr se karsaktha hoon

Jinki samartr mein divyata hoti hain, wo shastron mein divyata nahi doonte angraaj

Rath ka tyaag mat kijiya angraaj , mein rath se bhoomi par kada yodha par prahaar nahi karta


shavii thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#83
today's arjun dialogue

Arjun's today's dialogue

Rakht par laut jayiye angraaj, jab tak aap bhoomi par hain mein aapke upar prahaar nahi karoonga

Kintu is ka ye arth nahi hain ki angraaj mein aapke prahaar ka uttar nahi doonga

Madhav angraaj ne yudh ki chunauthi di hain, hamein rukna hoga

Parantu hamari yogna kya hain madhav?hum ja kahan rahe hain madhav

Angraaj ki parastr karne ki shamata hain mujmein

Madhav, kauravon ki madhyam se sab ko ye sandhesh dedenge ki arjun, arjun ran chodkar baag raha hain


Madhav wo nishastr hain aur hum nisshastr par prahaar nahi karsakte

Usee peedha dea koun raha tha angraaj?aapke mitr,tumhare saathi, do-do peher tak , ek baalak ko peedha deegayi aur aap moun rahein angraaj , tab dharm ka vishmaran hogaya ta? Parantu mein aapko ek afsar deta hoon

Surya astr hone mein abhi do-do gadhiyaan shesty hain angraaj ,yadhi ek gadhi mein aapko apni vidhya ka smaran nahi hua , to dusre gadhi mein, mein Anjali ashtr se aapka vadh kardoonga


raj_a_p thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 11 years ago
#84

@rush, Next set of translations, sorry for the delay - system problems and work pressures. Will get the next set asap. The dialogue to Kunti regarding kanyadaan is a bit toughie. Will have to translate it later.

---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Parantu jis sthaan par aap baithne jaa rahe hai uss sthaan par mai kabhi nahi baithna chahta...Kumar Duryodhan k charno mei mera koi sthaan nahi"

But the place where you are going to place yourself, I will never want to place myself there... I have no place at the feet of Prince Duryodhan


"Yoddha Ranbhoomi mein hi milte hai Angraaj kisi gaaon ke mele mein nahi"


Warriors meet in war fields, Angraj, not in fairs of some village.


"Yathaartha Keh rahe hai mamashree..Sandhi ki baat wo karte hai jinke bhujaao mei bal nahi hota"


You are speaking the truth Uncle.. Talks of truce is spoken b those who don't have might in their arms.


"Rehne dijiye Brathaa Duryodhan yadi is baar spardha ka parinaam aa gaya toh aapki bhot maanhaani hogi"


Let it be brother Duryodhan, if this time competition has a result, then you will have to loose your face.


"Sheetalta hamesha raag mein ho, yeh avashyak nahi. Kabhi kabhi sunne wale ki mann ki sthithi aisi hoti hai"


It is not always required that tranquility resides in the raag. Sometimes it resides in the mind of the listner.


"Jab aapke asu sukh ke hote hai na Mata, toh humein ganga snan karwate hai, aur jab dukh ke hote hai na, toh humein agnisnan karwate hai Mata."

'

When your tears are of happiness, then they are like bathing in Ganga for us, and when they are of sadness, they are like bathing in river of fire for us.

"Jab manushya hasna bhul jata hai, tabh samay kathin prateet hota hai."

When people forget laughter, then time seems to be hard.

"Yadi Raakshas hota toh tumse puchta ki tumhe talke khau, ya bhunke?"

If I was a Rakshas, I would have asked how should I eat you, fried or roasted?

"Vahan ho ya Jeevan,jab paiyyaa dharti mein phas jata hai, toh kisiki sahayata ke bina nahi nikalta.. "


Be it life or vehicle, when the wheel is stuck in the earth, then without help, it won't come out.


"Hum shram se prapt karte hai,aur prem se tyag karte hai.! Daan naa hi lete hai aur naa hi dete hai."

We earn through hard work and donate with love! (We) neither take alms nor give alms.

"Waha bohot Rajkumar aye honge, apne dukho ko naash karne ki aasha mein."

Many Princes would have come, in hopes of unmaking their sorrow.


"Pratyek Stri Mata Durga ka roop hoti hai, jo stri ka Aadar nahi karta, woh Saamarthya nahi."


Each woman is the roop (no good english word for roop) of Mother Durga, that which does not respect women is not capability.


"DhanorVidya seekhi, isliye Uttam hoon, Shreshth banne ki koi Mahatwakanksha nahi hai mujhme."

(I) have learned the art of archery, hence I am excellent. I have no ambition to become superior.

"Bhrata Duryodhan. Panchaali ke Apmaan karne wale ka mastak kaat dene ka Prann hai mera."


Brother Duryodhan, its my oath to behead he who humiliates Panchali.

"Apni Patni ke Apmaan sunkar chup rehne wala vyakti keval ek lash ho sakta hai, jeevit nahi ho sakta."

He who keeps silent after hearing humiliation of his wife can only be dead, he cant be alive.

"Yudh ke bad Nakul. Yudh kabhi Vibhajan se uttam margh nahi hota."

After war, Nakul. War is never a superior option to division.



"Ved kehte hai, ki bhagwan indra jitne balwan keval ek hi devta hai, agni devta. Aj main agnidevta ka aradhana karke apne pita ka prem prapt karunga.Aur yadi unka prem prapt nahi kar paya toh mrityu ko prapt kar lunga. "

Ved speaks of only one Devta as powerful as Lord Indra, Lord Agni. Today, I will propitiate Lord Agni to gain love of my father. And if I can't gain his love, I will attain death.


"Aapka vaas toh har disha main hai bhagwan Indra, aissi kaun si disha hai jaha teer chalakar main aapko prasanna kar saku?

You reside in all the directions, Lord Indra, tell me which is that direction where I can aim my arrow to appease you?


"Kya satya' kya asatya Nakul..Angraaj Karna toh keval Bratha Duryodhan ke shabdon ko ratte hai"

What is truth and what is falsehood Nakul. Angraj Karna only parrots brother Durodhan's words.


"Bhavishya Kartavya se banta hai Sehdev. Kartavya Bhavishya se nahi"

Future is founded on duty Sehdev. Duty is not founded on future.

"Yadi hum Paanch hote toh mera balidaan unke (Yudhishtir) liye hota.. Parantu hum 'EK' hai Sehdev"

If we were five, then my sacrifice will be for Yudhishtir. But we are one Sehdev.

"Gyaani log kehte hai ki Bhojan mein parmaarth aur Tapasya mein swaarth ho/ Tab hi sharer aur mann swastha rehte hai.. Iss baar mujhe swaarthi banne do"

The wise say that if there is selflessness in sustenance and selfishness in penance, then only body and mind stays healthy. Let me be selfish this time.



RosChel.Lobster thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#85
Thank u sooo much bro 😃 means alot n plz don't b sorry n thnks for the perfect translation 😊
Will update this set soon 😊 thnks again 😊

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".