So nice to see you here Debipriya.đ
We are back in Krishna's show after DBSK.đThese days Krishna's gyan sessions are missing. May be it's time for him to enter the show as a character.
Jai Shri Krishna.
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 13th Sep 2025 - WKV
🏏T20 Asia Cup 2025- Pak vs Oman 4th Match, Group A, Dubai🏏
HUM JEET GAYE 12.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sep 13, 2025 EDT
PARAYI AURAT 13.9
🏏T20 Asia Cup 2025 Ban vs Sri Lanka, 5th Match, Group B, Abu Dhabi🏏
Aabeer Gulaal reviews and box office
Tanya was fab today👏🏻
Two contradictory dialgues in single episode? Aurton se Rude nai hona?
Anupamaa 13 - 14 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Who is this actor?
Silences Between Hearts ~ A Rumya SS ~ Chapter 4 on pg 1
Katrina won't announce her pregnancy, is she?
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai, 14th September '25 EDT.
Prayansh Aransh Anpi FF: Swapnakoodu
Bb top 5 - guess
KIARA THROWN 14.9
So nice to see you here Debipriya.đ
We are back in Krishna's show after DBSK.đThese days Krishna's gyan sessions are missing. May be it's time for him to enter the show as a character.
Jai Shri Krishna.
I love this msg of his â¤ď¸Originally posted by: curious_fellow
When people fall in trouble they pray to God. But what is this prayer ? Should we just sit without doing anything and just pray to God. No. Alongwith with prayer we should also act... do our karma according to dharma and without thinking about the results or consequences. Only then the prayer will be heard and God wish will be fulfilled through the results of our action...
Swyam Vichar Kijiye... đ
Originally posted by: Debipriya
@princessofkesar,
It is such a Great Thread Dear!!! âď¸ âď¸ âď¸ I am So Happy for it!!! đ In fact I was also thinking that if we could gather all the wise advice by Krishna at one place..., and you have done the same thing!!! âď¸ Really good work dear!!! đ đ Thanks to you and all the other members who have contributed in this thread đ đMay Krishna shower His blessings on you!! đJai Shri Krishna!
Dharm, dharm ke vishay me sab vichar karte hai, koi apni hi dharm ke vishay me, koi anney ke dharm ke baare me. Kisi anney ke adharm ko lekar charcha hoti hi raheti hai. Koi vi aysa nehi hai jo dharm ke vishay par vichar na karta ho.
Kintu, vastab me dharm hai kya? Kya koi ye samajh paya hai? Dharm, manushay ko dusre manushay ke saath, samasta srishti ke saath sukh se jine ka gyan deta hai. Yehi karan hai ki kisi dharm ke sthan par manushay ko sada hi sahnti prapt hote hai. Kya ye apka anuvab nehi?
Arthat, dharm manushay ke saare sangharso ko naash karta hai. Par ye kis prakar sambhav hai ki manushay ko kisi anney manushay ke saath koi sangharsh na ho?
Vichar kare, jaha prem hota hai, kya waha sangharsh v hota hai? Aap kahenge ha! Avashay hota hai... Kintu aap thora aur vichar karenge to ye jan jayenge, ki jis samay sangharsh hota hai, uss samay prem ka vishmaran ho jata hai. Aur phir, ichhae jagti hai. Ahankar jagta hai, krodh jagta hai, par prem? Na! Prem nehi jagta... Kyun ki jaha prem jagta hai waha saare vivad, saare sangharsh, saare jhagre nasth ho jaate hai.
Yadi aysa hi prem saare vishwa ke liye jaage to? Keval manushay nehi, pashu, pakhsi ke liye. Ghas ke tinke ke liye vi yadi hriday me prem ho to kya koi krodh ka karan rahe jata hai? Nehi na? Ek vyakti ke hriday me dusre vyakti ke liye jo prem ka vaab hota hai, wahi prem vaab samasta srishti ke liye ho, to use Karuna kaha jata hai. Karuna, arthat saare vishwa ka sweekar. Sabke liye keval prem aur kuch nehi. Kahi kisike liye koi virodh nehi. Karuna hi vastab me saare dharmo ka saar hai. Dharm yadi vrikhs hai to Karuna hi uska mul, uski jar.
Par baar baar aysa samay aata hai ki manushay dharm ke mul ko hi vul jata hai. Kuch niyomo ko, paramparao ko pakar kar byathta hai. Aur, Karuna ko, karuna ko vula hi deta hai. Aur ye jagat var jata hai sangharsho se, irshao se, soshan se, krodh se, byar se. Arthat... Adharm se...
Aur tab Paramatma ko AVTAR dharan karna parta hai. Manushay ko vastabik gyan dene ke liye.
Mahabharat ki ye katha vi ek ayse hi samay ki katha hai, jab kuch log paramparao ko dharm maan kar jite the. Aur, dusre, adharm se vare, krodh, byar, mahetmyokangsha ke vawar me fas kar dharm ka naash kar rahe the. Vyakti ko vyakti se prem to tha, kintu samasta vishwa ke liye prem nehi tha hriday me. Jagat me karuna nehi tha.
Isi karan se Maine, Avtar dharan kiya. PARITRANAYA SADHUNAM... sadhuo ko mukt karne ke liye, VINASAYA CHA DUSKRITAAM... bura karye karne walo ka naash karne ke iye, DHARMA SANSTHAPANARTHAYA... dharm ki sthapana ke liye, Mai, Vasudev Krishna... prevesh karne jaa raha hu Mahabharat ke is katha me...
@Princess thankx for the translation and msg đ