Lovely ❤️
Suna Hai Salman Khan Saab ki bohut badi fan ho
Apni fan toh aise bana nahi sakte
Toh aise hi sahi
Waise Pati mujhe laga tha aaj ki Party mein tum Mr.India banoge
nahi madam Hum main Mr.India ban kar party se gayab nahi ho sakta
Kyun ki agar main party se gayab ho gaya toh shayad koi mujhe itna yaad kare ki itch kiya le le kar meri saans ruk jaaye madam
Kuch nahi ho sakta tumhara
Waise Biwi Bodyguard banne mein apna hi faayda hai
Ab main 24 ghante tumhare aas paas rahunga tumhare kareeb rahunga bina kisi bahane ke
Tumhein waise bhi mere paas rehne ke liye koi bahana marne ki zarurat nahi hai, seedhe seedhe keh sakte ho
Achha aur yeh Keh kar tumhe apne aap se Bada kar du
Biwi RK Ishq mein Jaan de sakta
Imaan de sakta hai
Par apne aap se badhkar Sammaan nahi deh sakta😉😉