Originally posted by: sonakaaju
I think rk o pata hai madhu sab drama kar rahi hai..promo mein ye poochna kya raaz chupa rakha hai in aankon mein...rk ko pehle se hi pata hai madhu sab drama kar rahi hai😆
ab jab deepali jaise gadhi ko pata chal sakta hai madhu drama kar rahi hai to rk ko hum sab jaante hain kitna bada chaalu type ka banda hai😆...
in sab mein fool madhu banegi rk nahi🤣
maza to tab aayega jab madhu rk ko ditch karke ye sochegi ki usne rk ko sabak sikha diya nd rk uske baad apne cards open karega 🤣,,...sach madhu ka face dekhne layak hoga😆