Lol mazaa aaye ga Manu Rk ki halat behaal 🤣Originally posted by: manesha76
Arnav you are too much tumko ab Jamalgota milana hai RK ki morning tea mein🤣🤣2nd wala option toh mujhe bhi accha laga . But i would like to see Madhu RK ko pyaar ka war kare aur charon khane chit kare🤣🤣