kabhi main jeena chahun kabhi main bhuloon jeena
kabhi main maangu aise duayein sau baar
ho thoda sa pyaar
kabhi main chahoon yeh ho kabhi main chahoon woh ho
kabhi main bhi kisi ka karun intezar ho thoda sa pyaar
thoda sa badle thoda sa behle thoda sa machle yeh dil khwaab ki baar
meri bhi hai tamanna kisi ko toh hai banna
kisi se jhutha roothun karun main takraar ho thoda sa pyaar
milta hi nahin dhunda hai lakh woh chehra zamaane mein
jiska roz hi aata hai naam sa dil ke fasaane mein
rozana usse dhundu rozana usse bhulun
rozana usse paalun khayalon pe sawaar ho thoda sa pyaar
lafzon mein kahin jaane kyun khoyi hai meri kahani hii
apni baaton ko accha hai main kahun apani zubaani hii
zara sa main jala hoon zara sa main bhuja hoon
zara sa main dhua hoon hawaaon pe sawaar ho thoda sa pyaar
thoda sa badle thoda sa behle thoda sa machle yeh dil khwaab ki baar
meri bhi hai tamanna kisi ko toh hai bananna
kisi se jhutha ruthun karun main takraar
ho thoda sa pyaar - ho thoda sa pyaar
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=fa_bQo428r4[/YOUTUBE]