Kya natak kar rahe hai dono!!!! 😆
Aur Aalekh ke saath bhi!!!Neelu dus baje uthi 😆 !!!
Inka toh pura drama set hai!!!!Raj ek ladki ko lekar aa gaya!!!!Aur usse apni patni bataya!!!! 😆
Par Naina bhi naa................sab gadbad ho gaya!!!! 😡
Kuch karo!!!Raj aur Naina the great pranksters haar nahi sakte!!!! 😭 😭 😭
Aur chilaya kaun??Suspense...great!!!!