are waah aaj kya baat hai shaam se bade bade comments aa rahe hai chalo der aaye durusast aaye.maine urdu main kaha hai woh kya meri urdu kuch jayada hi acchi hai.😆
beautywidbrains
are maine itana bada part to ud kiya hai i think isse bada koi karata nahin hai maine bhi kafi ff padeh hai.chalo agali baar aur bada karugi 😳😳aur plz main abhi ud nahin karugi tumhe apni exam maim dyaan dena chahiye aur yeh koi baat hai main aur sam mar jayege plz mere aage marane ki baat kabhi mat karana b/c i dont like😕😕
aur sana
meri best friend bhi mujhe yahi kaheti hai ki mujhe writer hona chahiye u know mere paas kafi saari storys hai aur mujhe poem bhi bahot aati hai par yeh sab chodo rahi baat tumhaare comments ki to sukriya par tum bhi mujhe comment karane ka mauka do apni ff jaladi ud karo.ok ab bahot baat hogayi
lots of love
sana😉😉