Originally posted by: abhiraja
to ye tumhari dukh bhari kahani mein log rang bhari kahani mila di , phir to khushi bhari kahani hui na 😛....pryanka aur vikas dono ki milan bhari kahani hogaye...😆😆
yea praks hum log to tumhe khush kerna chati hoon.........
iseliye tho khushiki kahani soona raha tha😆😆😉