☺️hi mera shona kya ker raha tha😆
ladkiyo k samne uski halat vakei khrab hi jati hai😆
naina k samne to bas uski chalti hi nain😳 naina se jyada vo blush ker raha tha😆
kaise aya tha vo naina ko bye bol k usk baad usk expression aur aur jasie vo wall k pich uska reaction😆
hai main mer gayi aaj to.....