Chehra hai ya chaand khila hai????????????????????????????????
No, I am not talking about my darling Huda๐ณ(waise woh bhi kuch kam nahin.๐ณ.), lekin main humaare dear muchhad ki baat kar rahi hoon...๐.
Kya chaand sa damka uska mukhda, jab usne abhi ki baatein suni, specially itihaas waali baat..๐๐............tab to uska chehra aise glow kar raha tha jaise use love-bug ne 'gigabite' kar liya ho...๐๐......
Glowing skin ka raaz to koi poochho usse.........๐๐๐......
Yeh chaand sa roshan chehra.........๐๐๐............