yeh meri soch hai guy's k jab raj kma chod k jaye to naina ko pata chale k woh raj se pyaar karati hai
aur woh raj ko kahe she loves him. & raj usko kahe k woh usse pyaar nahin karata .aur naina ko abhi apne future par dyaan dena chahiye
and raj leave kma & naina .
and then naina kma mein ek best student banne ki puri koshish karati hai 1 saal baad woh best cadet banti hai
kma mein uske liye ek party hoti hai aur waha uski family , friends aur kma k saare teachers aate hai
naina party mein jaati hai waha sab ko dekh kar woh kush hoti hai
party mein hall of fame main use navin nazar aata hai jo uski is kaamyabi se bahaut khush hai
woh uske paas jati hai aur navin ko dekh kar heran hoti hai navin use kahta hai naina tumne abhi tak sirf mere liye zindagi jee hai
aaj mein chhata hoo k tum apni zindagi ji yo woh naina ko kaheta hai woh rahi tumhaari manzil naina turn karti hai to
waha ali, pooja,alekh,yudi aur hooda hote hai hai .woh navin ki taraf dekhti hai aur navin kaheta hai go naina koi tumhaara intazaar kar raha hai
woh hooda k paas jati hai hooda kaheta hai phoolan aaj tu bahot acchi lag rahi hai par kuch kami hai.
naina kaheti hai kyaa kami hai.and hooda say's teri sacchi kushi ki tere pyaar ki jo tere samne hai bas tu use manna nahin chahati.
and naina say's stopid hooda ab to yeh sab chod de 2 saal ho gaye par tera jaadu mujhpe nahin chala. please stop this nonsens aur hooda kaheta hai
phoolan jiska jadu chala hai usse to kahede k tu usse pyaar karti hai .naina kaheti kisse tabhi hooda keheta hai tere samne jo hai usse
and hooda turn waha raj kada hota hai . hooda kaheta hai come on naina ab kiska wait kar rahi hai bc ka.
naina raj k paas jati hai aur uske paas ja kar ruk jaati hai raj use wish karata hai
and then naina raj ko hug karti hai aur kaheti hai aaj mein na aapki student hoo aur
na aap mere teacher aaj main phir kaheti hoo i still love u .
and then raj hug naina and he say's i love you to codet naina ah singh