@ nakusha, ab jab tak hammie ud nahin karti hum apnay khyali pilau pakatay rahain ge. lets see,
next idea, bachpan wala love , yani dutta bachpan se nakku ko piyar karta hai lekin issay pehlay woh kisi ko batai ussay jail jana pada. Guilty or innocent we don't know. ( i think the latter😊) ay ki baat karta hai phir jab wapis aata hai toh ganpat se rishtay ki baat karta hai, aur ganpat ussa dhakkay de kar bahar nikaal deta hai, nakku is ignorant to the fact, ab dutta ek thokar khaya huwa sher hai😃
aagay tum jano 😆 meri brain ki battery khatam😆