ik baar jo dil diya
ik aankh roye to duji bolo,
soyegi kaise bhala,
in pyaar ki raahon mein patthar hain kitane
un sab ko he paar kiya
ik nadi hu main chaahat bhari aaj milne
saagar ko aayi yahaan
sajnaa, sajnaa, aaj aansu bhi meethe lage
tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu
chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu