Part 37:
Oblivious to the world KS were caught in the most romantic, most intimate moment of their life, their first one causing it to be the most special experience they ever came across ever so far.
Nothing else existed for the moment, they knew nothing expect that there could not be anything else that they want or desire.
It seemed time had frozen just to witness the union of the eternal soul mates; destiny had after all made them for each other.
Moments passed by n they quietly stood there in an embrace & then looking into her deep olive eyes he slowly moved his lips over her cheeks n over her eye kissed softly later he kissed her forehead n again coming down he kissed her again moving towards her lips n again planted a gentle kiss over her lips while her eyes were closed all this while.
Slowly she opened her eyes n looked at karan like she had never looked before she had moistness in them yet there was happiness n a sort of serenity & fulfillment she had never experienced before.
They had never felt this complete or happy. Karan just tightly hugged her with all his might n closed his eyes. She too was lost in him.
I LOVE YOU SHWET, I LOVE YOU: whispered karan in her ears while passionately hugging her.
I don't know shwet main kaise raha itne din tere bina, sab itna khali aur akela tha koi aisa waqt nahi tha jaha main tumhe miss nahi karta tha, tumhare bina kabhi hona hoga aisa khayal tak kabhi nahi aaya tha aur tumhare bina ye din aa gaye.
S couldn't hold back any longer n said main jaanti hu karan main bhi tumhare bina reh kar khudse bhaag rahi thi itne din tum mere saamne the par pass nahi ye baat mujhe andar hi andar bahut taqlif deti thi.
Hum kabhi itne pass hokar hi itne door honge aisa nahi soocha tha aur jab mujhe laga koi aur tumhare pass aa raha hai mujhe achha nahi laga
Us raat hum Jo kar baithe woh bas hamara pyar tha main tumhe rok nahi saki kyunki main tumhe nahi rokna chahti thi
Tumhare sparsh ne jaise hamare jazbaaton KO jubaan de di aur main khudko us main behne se rokna nahi chahti thi
Tum ne mujhe Ehsaas karwaya ki main sunder hu, par shayad meri sooch is sach se bhag rahi thi. Tumhe pata hai na aaj tak pyar ko kabhi sach nahi samjha toh main pyar main hu yeh maanna mushkil tha, main galat hu yeh kabool nahi kar pa rahi thi. Par Main tumhe khoona nahi chahti karan aur jab mujhe laga ki koi tumhe mujhse door kar raha hai aur isliye main itni gussa aur naaraaz thi I m sorry
K: pagli ye main nahi samjaaonga toh kaun samjhega main jaanta tha ki tum naaraaz ho kyunki tum yeh soch rahi ho ki koi aur tumhari jagah le raha hai par kya aisa ho sakta hai?
Jawab apne dil se pooch to tumhe maloom hoga ki sach kya hai.
Tumhare alawa Na koi hai Na ho sakta hai, Na hoga.
S smiling with a tear in her eyes hugged him tightly n confessed: I LOVE YOU KARAN, I LOVE YOU VERY MUCH
K: I LOVE YOU TOO.
The 2 smiled again whole heartedly n kissed again.
Kiss is a lovely trick designed by nature to stop speech when words become superfluous.
Ingrid Bergman
Highlights of the next Part: KS in a new world.
Edited by aahana86 - 17 years ago