kumkum decide that k she will give a gudha to kumkum so that gudha will always remain with gurya and with this she can fullfill her promise which she had done wth her childhood freind
sumit was searching 4 kumkum in party and he havent find her . he was wondering that where kumkum left
then su also keft party and go his home he was very upset
summit to himself: mainay yeh soocha hi kyun k meray aur kumkum k bech mai kabhi dosti kay ilawa koi aur rista bi hosakta hai
kumkum to herself: mai nahin janti kay mera tum say kia rishta hai , lakin mai nay bachpan ki us mulaqat k baad hamesha hi tumhara intezar kia
summit: ajj hum pass ho ker bi kitnay door hai
kumkum: hum door rah ker bi kitnay pass thay
summit: mai tumhain aik dafa batana chata hoon kumkum kay mainay tumhara bacpan say intezar kia
kumkum: mai tum say milna chati thi , dekhna chati thi jiska intezar mainay hamsha kia
sumit: lakin
kumkum: lakin
sumit: shayat mera ish sach ka batanay ka ab koi fahida nahin
kumkum: shayat abb hamaray milnay ka koi fahida nahin
sumit: mai tumhain kabhi bhool nahin saktha
kumkum: tumhain bolana khud ko bhoolna hoga
summit: ajj tum kisi aur ki hogai
kumkum: mai kisi aur ki hoker bi sirf tumhari hi dost ban ker rehna chati hoon
summit: shayat mainay dosti ko pyar samaj ker ghalti ki
kumkum: mujhay maloom hi nahin chala k mainay kab apni dosti ko pyar bana dia
summit: tum jarahi ho lakin hamari dosti ki nishani gurya ko mai hamesha pass rakhoon ga
kumkum:hum nahin mil sakhay lakin hamari dosti ki nishani in gurya gudha ka milan zaroor hoga
both kumkum and summit were upset
kumkum see gudha and close her eyes and she sees summit and she open her eyes and she ger shoked that why she see summit with her close eyes
kumkum: yeh kia hogaya mainay summit ko kyun dekha. kyun bar bar jab bi mai apnay bachpan k dost k baray mai soochti ho to summit ka khayal ajata hai. pata nahin lakin haan yeh sach hai k agar mainay apnay bachpan kay dost kay baad kishi aur ko dost samjha hai to wo summit hai .
summit reached home and he take gurya: lo tum to meri zindagi say door jarahi ho .shayat mainay apna pyar kho dia lakin mai apni dosti nahin kho saktha .tum meri sub say pyari dost ho
kumkum and summit both feel restless . kumkum decide to call summit as she think that summit is the onle a person to whom she share her problem
sumit: hi
kumkum: hi
sumit: kia hoa kumkum tum nay ish waqt call ki
kumkum: kia mainay tumhain disturb kia
sumit: yeh konsi nahi baat hai ab to disturb honay ki adat hogai
kumkum: ishka mutlub kay tumhain kafi pareshan kerti hon
sumit : haan yeh kah ker tum mujhay zyada parshan ker rahi ho
kumkum: dil cha raha ha kay kisi apnay say baat karoon ish liyay tumhain call ki
summit: yeh sun ker kushi hoi k tum mujhay apna samajthi ho
kumkum: mujhay kuch tum say poochna hai
summit: poocho
kumkum: agar app say koi door jaraha ho . lakin ap usay door nahin hona chatay , aur app uskay pass bi nahin jasaktay , to apko kia kerna chaiyay
summit: pata nahin , kyun kay yehi sawal mai khud say ker raha hon
kumkum: kia tum say koi dur ja raha hai
summit: mujsay haan , app wo itni dur chali gai k cahoon bi to uskay pass nahin ja sakta
kumkum: mausay bi , mera bi koi bohot dur hogaya aur mai usay rokh nahin sakhi , lakin tum nay apnay ap ko usay k dur ker lia
summit: q k shayat uskay door janay mai i uski kushi thi , aur tumnay
kumkum: shayat mera uskay kareeb jana usay dukh day deta
summit: waisay tum ajj kafi kush hogi na , tumhari wedding fixed hogai
kumkum: nahin ............................................................. kyun nahin
sumit tear in his eyes : congrates
kumkum too had tear: thanks
kumkum in low voice sumit kal miltay bye sumit
sumit: bye
kumkum to herself:nahin sumit mai kuch nahin ho ,
sumit to him self: tum kush ho to mai tumharay liyay kush hon