Nidhi was about to go but ashu pics her hand and said,"oh my my baby!itni jaldi hai kya jane ki?please have a seat nidhi." Nidhi sit in front of him and said,"waise toh aap mere senior hai muze aapko sir bolna chahiye." Ashutosh interfere,"Nidhi,stop it,aur meri baat dhyaan se suno.Mera jawab negetive nahi hai.Lekin mere aur tumhare pyaar me farq hai. Nidhi: kaisa farq hai main bhi toh sunu.Pyaar me bhi koi farq hota hai? Ashutosh: haa Nidhi,of course hota hai.Main 42 saal ka matured aur tumse itna bada hoo peheli baat.Dusri baat tumhara career hai.You are too sensitive Nidhi.Agar main thode din bahar gaya ya fir teen char din busy rahaa toh tum soch logi ki maine kisi aur ladki ko dhund liya.You will feel insecure with each and every step.Main pehele tumhe doctor banata hua dekhna chahtahoo.Fir hum kuchh sochenge. Nidhi: lekin Dr Ashutosh,main kahaa aapse abhi shadi karne ko keh rahi hoo."and she shocked and ashu too shocked and glanced at her.She felt shy and became silent. Ashutosh: Nidhi,tum pagal ho.Bus,yahi nahi chahta hu main.Apni padhai me rukawat karogi aur fir shadi ke sapne me dhyan reh jayega tumhara.Aur fir jaise samay bitta jayega tum sochne lagogi ki muze toh apnee umar ka aur apni tarah hi koi milna chahiye o muze samaze.Mere saath parties me jaye,disco me jaye.lekin nidhi uske liye apne aapko apne pyaar ko aur dil ko samazneka waqt do.Pyaar woh nahi jo apne sapano me dikhayi de pyaar jo humare sapne apni aankhose bune.Unhe pura hota dekhe.Please don't misunderstand me. Aur ashu wahaa se chala gaya.Nidhi sochne par majboor ho gai. Ashutosh Delhi me ; Ashutosh was in deep thought," kya maine Nidhi ke saath sahi kiya? maine use samaza toh liya.Lekin woh apne mun se kaise ladegi?kya jata agar main apne pyaar ka ijhaar kar leta? lekin main apne pyaar pe kabu kaise rakhu?Main bhi toh us bholi aur masoom si chidiya se pyaar karta hoo.Lekin mere aur usme pure 18 saal ka faraq hai.Woh bhi to ignore nahi kiya ja sakta na? Ashutosh called Armaan. Ashutosh:Hello Armaan,kahaa hai? Armaan: bol meri jaan,ghar pe hoo. Ashutosh: sorry tumhe bina bataye chala aaya."and he kept silent. Armaan: ashu,kuchh hua hai kya?tention me kyon hai meri jaan? muze bata baat kya hai? Ashutosh: Armaan,aaj main yahaa aane se pehele Nidhi se mila tha.Woh muzse pyaar karti hai armaan. Armaan:aur tu bhi toh usse pyaar karta hai na ashu?tune use bataya kyon nahi? Ashutosh: nahi armaan,maine use nahi bataya kyonki us se uska bright future khatam ho jata. Armaan: teri haa se uska career khatam nahi hota ashu,lekin tere naa se jaroor ho jayega.Ladkiya badi hi sensitive hoti hai ashu.Tum muze ek baat batao,tum Nidhi ko uski padhai me disturb karte ya uski help karte.Uske gurdian cum mentor banate? woh bhi khush ho jati aur tu bhi.Pyaar se kisika career ya zindagi tabaah nahi hoti sulazti hai.Aur pyaar toh khubsurat ehsaas hai,jo jeeneki aage badhneki takat deta hai.Aur pyaar me toh umar ki seema bhi nahi hoti. Ashutosh: ab main kya karoo armaan? Armaan: dil pe haath rakhke soch aur fir use phone kar lallu. Nidhi aur Anji disscussion kar rahe the. Anji: Nidhi,tu udaas kyon ho rahi hai?Dr ashutosh ki baten sunkar toh mere mun me unke liye respect badh gai hai.Sach kahaa hai na unhone.Tumhare beech me umar ka faasla bahoot hai aur fir tu Nidhi: Anji,woh sab unhone jaan buzskar kahaa tha taki main peechhe hat jaoo.Lekin umar ke faasle se muze koi fark nahi padata.Lekin fir bhi agar woh mere liye koi feel nahi karte toh main bhi unke bareme sochna nahi chahti.Par is dil ko kaise samazaoo.Dil toh chahata hai ki abhi phone karoo aur unhe ILU keh du. Itne me Nidhi ke phone ki bell baji.Nidhi ne dekha.Screen pe display tha,"Dr Ashutosh." Nidhi ka dil jor se dhadka.