Dev was returning home. As he was moving towards home, his smile was vanishing. Entering home, he saw everybody was sitting on the dining table. He moved to the table and sat here. Ishwari didn't like that. She never eat with Dev. Dev knew it very well that, his mother is not comfortable with him. She dont want to take dinner with him.
Nikki: Bhaiya... Aapne kabhi aapke iss nayi dost ke baare mein baataya kyun nahi?
Dev: kitne sare dost hain. Ab aalag se kya batau?
Neha: Nayi dost?
Nikki: Haa, Neha di.. Bhaiya ka nayi dost yani Sona di Aayan bhaiya ka teacher hain.
Neha: Sona di?
Nikki: Haa. Unka naam hain Sonakshi.
Neha: Woh Aayan ki teacher hain?
Nikki: Haan. Areh, aapko toh bataya nahi. Suno..
Nikki told her about Sona. In that time Aayan came to the dining and sat on a chair.
Ishwari : Bhola, tu mera khana...
Dev understood what she wanted to say and he didn't give Ishwari the chance to complete her sentence.
Dev: Bhola Bhaiya, aap mera khana andar le aaiye. Mujhe kuch kaam hain. To khana bhi mere kaamre mein bhej dijiye.
Aayan: A.. Bhaiya, bethiye na.
Dev: Nahi mujhe kuch kaam hain.
Saying so, Dev went to his room. Nikki and Aayan felt very sad for their bhaiya. Neha just get relief from it. And Ishwari..? She knows well how she felt at this situation.
Chandni Nivaas
Sona: Aap ko meri koyi parwaa hi nahi.
Mama: Keno?(kyun).
Sona: Kya kyun? Kya zarurat hain sab ko bataneki ki mere pet mein dard tha.
Mama: Oh.. Toh yeh baat hain? Areh, ussne tere baare mein puchha toh maine bataya..
Sona: Uff! Aap... Aap ko meri fikr hi nahi..
Mama: Tu chup kar. Yeh sab chhidh. Kuch serious baat kar.
Sona: Kya serious? (with angry expression)
Mama: Idhar aa.. Beth mere paas.
Sona sat beside him.
Sona: Bolo.
Mama: Pahle bol tu meri baat manegi..
Sona: Ek minute. Agar shaadi ki baat kar rahe hain toh...
Mama: Areh tu sun to sahi..
Mama hold her hand.
Mama: Dekh, tu mere liye sab kuch hain. Tere alawa iss duniya mein mera koyi aapna nahi. Agar tu khush rahegi, toh main bhi khush rahunga. Tu mujhe khush toh dekhna chahti hain na?
Sona: koyi shak?
Mama: Teri maa ke marne ki baad maine teri saari jimmedari li thi. Tujhe toh yaad bhi nahi hoga, kitni chhoti thi tu. Teri maa, meri didi.. Woh hamesha sapne dekhti thi ki tere liye rajkumar aayega. Tujhe rani banakar rakhe ga. Woh toh chali gayi. Lekin uss ka sapna ab main dekhta hoon. Ek din maine teri jimmedari li thi, tu badhi ho gayi.. Tune aapne sath sath mere jimmedari bhi li. Lekin meri jimmedari toh khatam nahi hui... Tu ekbar iss buddhe ke baare mein toh soch. Tujge khush dekh kar agar main mar saku, toh usse badhi baat to koyi hogi hi nahi...
Sona: Toh aap bhi mujhe akele chhodh ke jaana chahte ho. Aap bhi wahi karna chahte ho jo maa ne... She came out crying.
Mama: Sona, ki korchis?(kya kar rahi hain)
Sona controlled her tears to drop.
Mama: Tere ansu pochne ke liye kisi ko toh mauka de...
Sona: Aap ghum phir ke wahi aagaye na..
Mama: Toh aur kya karu? Ek achha ladka dhund ke..
Sona: Mama, Please.. Main shaadi nahi karungi... Kabhi bhi nahi.
Sona stood up saying:
Mama, sab kuch jante hue main yeh nahi kar sakti. Main cancer ki mareej hoon. Kuch din baad mar jaungi...
Mama: Chup kar. Kuch nahi hoga tujhe. Dr. Dev ne kaha na tu thik ho jayegi..
Sona: Aur aagar nahi hui..? Main nahi chahti mere wajahse kisi bhi ladke ki jindagi kharap ho. I am sorry...
She went to her room.
Mama: Tu kab samjhegi meri baat...
Dixit House
Ishwari were in her room. Aayan entered the room.
Aayan: Maa...
Ishwari: Aayan! Aa, beth yeha..
Aayan sat in front of him.
Aayan: Maa... Hum se koi galati hogi, toh aap hume maaf kar dengi na?
Ishwari: Tu yeh sab kyun puch raha hain?
Aayan: Aap bolo na..
Ishwari: Agar tujhe uss galati ke liye pachtawa hoga, toh zarur maaf karungi..
Aayan: Saalo pahle bhaiya se bhi ek galati hui thi... Unhone toh jaanbuj ke nahi kiya tha. Sirf ek haathsa tha woh..
Ishwari: Aayan! Tu yeh sab bolne aaya hain?
Aayan: Maa, aap bhaiya ke baare mein toh socho.. Unko kaisa lagta hoga..
Ishwari: Ussne socha hume kaisa laga tha..? Uss ki wajahse aaj iss ghar mein..
Aayan: Maa, kya bhaia ko ek mauka-
Neha: Aayan! Tu kya kar raha hain..
Aayan: Didi main maa..
Neha: Chup kar. Dekh nahi raha tere in baato se maa ko kaisa lag raha hain? Tum logo ko sirf bhaiya dikhte hain, maa nahi..
Aayan: Aisi baat nahi hain. Aap -
Neha: Tu jaa yeha se..
Aayan went away from there. He entered his room. Here Nikki was waiting for him.
Nikki: Kya hua? Maa se baat hui?
Aayan: Koi faida nahi hua..
Nikki: Hey bhagwan! Maa ko kab samajh ayegi.. Please help kijiye..
Here Ishwari's room
Neha: Maa, aap uss ki baaton pe dhyan mat do.
Ishwari: Kya main sach mein itni buri hoon?
Neha: Nahi maa. Aapne jo kuch bhi kiya thik kiya. Bhaiya ko unki galati ka saza milni chaiye..
Maa, aap jaldi se bhaiya ki shaadi karwaa do. Phir aap unse kahna ki woh aapni patni ko leke aalag ho jaye..
Ishwari: Dev aalag ho jayega..??
Neha: Haa... Yehi thik hoga..
Ishwari: Lekin..
Neha: Soch lijiyeSaying So Neha went away.
Ishwari: Shayad Neha sahi hain.. Lekin.. Main galat toh nahi hoon.? Dev sachmein aalag ho jayega... Mera dil kyun nahi man raha...
Next Day returning to office Sona again went to Dixit house. She was talking with Nikki as Aayan was in his friend's home.
Nikki: Waise aapka aur bhaiya ka mulakat kab hui thi..?
Sona remembered the moment when she first met with Dev.
Sona: Hum log..? Hum school friends hain.
Nikki: Matlab, bohot purani pahchan hain..
Sona: Haa...
By this time Aayan came and Sona start teaching him in his room. They also doing little chitchat.
Here Dev and Tina was in the car. Tina had a naughty plan to meet with Dev's family. She had taken Dev's wallet secretly. Dev dropped Tina to her home and return to his home. Sona was about to leave. She was talking with Ishwari. In that moment Dev entered his home.
Dev: Areh, Ms. Bose aap nikal rahi hain?
Sona: Jee.
Dev: Aapko-
"Sir.."
Dev looked back and saw Tina standing.
Dev: Tina.. Tum..?
Ishwari: Kaun hain?
Dev: Meri secretary.
Ishwari: Tum wha kyun khadhe ho? Andar aao na..
Tina entered the hall.
Tina: Sir.. Woh yeh aapka wallet(giving it to him)
Dev took the wallet.
Dev: Yeh tumhe kahan se mila?
Tina: Aap humare ghadh ke bahar ake jab ghadhi se utar rahe the, tabhi shayed gir gaya.. Jab meri nazar pari tabtak aap nikal chuke the. Phir main taxi leke agayi..
Dev: Thank you.
Tina noticed Sona here.
Tina: Ms. Bose! Aap yeha..?
Sona: Hi.. Woh main Aayan ko padhane aayi thi.
Dev: Aayan, mera chhota bhai.
Tina: Oh..
Ishwari: Tum bhi Sonakshi ko janti ho?
Dev: Haa, maa.. Sab janti hain.
Ishwari: tum betho na..
Tina: Nahi aunty, main chalti hoon.
Ishwari: Betho, pani toh pi piyo..
Sona: Aunty ji, main chalti hoon.
Ishwari: Thik hain beta.
Dev: Chaliye aapko chhodh deta hoon.
Sona: Nahi.. Aap abhi abhi aaye..
Dev: It's ok. Chaliye.
Tina: Aunty ji, main bhi chalti hoon.(very fastly said so that Dev wouldn't left without her)
Ishwari: Thik hain, phir aana ekdin.
Tina: Jee zarur.
Dev: Chalo, main tumhe bhi chhodh deta hoon.
They left the house. Tina was staring at Dev. Dev sat on the driver seat and Sona sat beside her. She didn't notice that just stared at Dev. Sona noticed that.
Sona: Tina..
Tina came to her sense.
Sona: Tum abtak khadhi kyun ho?
Tina: Haa... Aap beth gayi..? Main kaha..
Dev: Tum pichhe beth jao na.
Tina sat on the back seat and became so irritate.
Dev: Ms. Bose! Tina ka ghadh paas mein hain. Toh main usse pahle drop kar doon..?
Sona: Haa, mujhe koi problem nahi..
Tina: Nahi Sir.. It's ok. Aap inhe pahle drop kar dijiye...
Sona: Nahi Tina, tum pahle jao.
Tina: Lekin..(main Dev sir ke saath waqt kaise bitaaon?)
Dev dropped Tina at her home. Tina hit on the ground with her foot.
Tina: Aapke saath waqt bitane ke liye itna kuch kiya aur yeh kya ho gaya..? Shit! Ms. Bosse..!! Huh!
Dev and Sona were on the car.
Sona saw Dev's wallet on the car.
Sona: Dhyan rakhna Dr. Dixit.
Dev: Kiska?
Sina: Aapke wallet ka..
Dev: oh..
Tina: Ek wallet thik se sambhala nahi jata aapse..!
Dev: Wahi toh mujhe samajh nahi aa raha.. Maine gira kaise diya..?
Sona: It's Ok. Waise bhi maine suna hain, yeh scientist, doctor- yeh log thodhe pagal se hote hain..
Dev: Main pagal hoon?
Sona: Maine aisa toh nahi kaha.. Main toh bas...
Dev: Aap toh bas.. Kuch bhi.. Anyway, aapne sahi kaha.. Aur pagal ko dusre pagal hi pehchan sakte hain..
Sona: Aapne mujhe pagal kaha..?
Dev: Nahi toh.. Main aapko pagal kyun kahunga..?
Sona: Maine aapko pagal kaha.. Issliye..
Oops..! Sona cut her tongue. What had she said now..
Dev: Iss ka matlab aap ne mujhe pagal kaha..
Sona: Woh..
Dev: Aapne galat nahi bola... Main pagal hoon. Lekin... Shayad aapse thodha kam..
Sona: Aap... Aise kyun hain..?
Dev: Kaisa..?
Sona: I don't know.. I really don't know..
Dev dropped Sona.
Dev: Bye Ms. Bose..
Sona: Bye...
Sona entered the home.
Mama: Aiye.. Aiye.. Kis ke saath aayi tu..?
Sona: Dr. Dixit ke saath.. Aapne dekha na.
Mama: Wahi toh.. Tu kahti hain, woh achhe nahi hain.. Yeh hain, woh hain.. Aur ab unhone tujhe ghadh chhodh diya...
Sona: Maine thodhi kaha tha mujhe ghadh chhodh do.. Mujge bhi koi shaukh nahi unke saath aane ka...
Mama: Pata nahi kyun.. Lekin mujhe toh achhe lagte hain.
Sona: I don't know how is he... Jaisa bhi ho mujhe kya.. Now please change the topic...
Mama: Thik hain baba.. Raat ho gayi hain. Khana kha le...
Author's Note: Sorry,, I have done a little late again.. Thanks for reading. Hope you liked it.. Mention your comment please..