Posted:
is tarah se tu aaya hain mujh main
ki teri baatein karti hain dhadkane
harpal tu har jagah mere saath hai
kaise kahun tu itna mere paas hai
ki mujh main mujhse jyaada hai
tu mujh main mujhse jyaada hai (2)
haseen chahata hoon khusi chahata hoon
tere sang yun jindagi chahata hoon
tera hi sada banke rahun tu hai sabse badhkar ab ye kahoon
harpal har jagah mere saath hai
kaise kahun tu itna mere paas hai
ki mujh main mujhse jyaada hai
tu mujh main mujse jyaada hai(2)
aa ha ha ha
oo ho ho ho
ha ha ha ha
Plz do ignore spelling mistakes