mehr, anjali' zaneb and me, kahani aise shuru hoti hai
ki mehr kaam ke liye shimla aati hai wahin pe anjali aur zaneb bhi hoti hai
teenon aabhi tak ek dosre se nahi milli abhi abhi idher aayi hai
teenon car ka wait kar rahi hoti hai
ek dam se ek mercedes black rang ki car aati hai
usme se ek ladki nikal ti hai uske haath mein ek bada sa paper hota
hai uspe teen naam likhe hote hai woh todha sa upher utha thi hai
to zaneb mehr anjali teeno us taraf bagh ti hai
mehr: hi i'm mehr tum hi mujhe lene ane wale thi
ladki: yes tum car mein betho main abhi ayee 2 aur guest ne ana hai
mehr: ok!!!
mehr car mein beth thi hai
anjali ati hai aur kehti hai
anjali: hi!! anjali
ladki: hi!! mujhe dad ne tume lene bejha hai 1 aur guest reh gayi phir chalte hai
anjali car mein beth thi hai zaneb bhi ati hai aur kehti hai
zaneb: sorry late hogey woh bohot dher log the isliye
ladki: it's ok chalo chale
dono car mein beth thi hai
ladki: tum teenon ko ane mein takleef to nahi huwi na
mehr: no, sorry but tum ho kaun tum driver to nahi laghti
ladki: ney main driver nahi main tumare uncle ki bethi houn
mehr: oh achaa lekin dad to bol rahe the ke lene ke liye uncle ayge
ladki: han dad hi ane wale the lekin unki koi zaruri meeting agey isliye main agey
mehr: waise tumara naam kiya hai ??
ladki: jiyaa
mehr: main ek ladki ko jaanti houn jiska bhi naam jiya hai
jiya: acha!! duniya mein patta nahi aur kitni jiya hogi
zaneb: main bhi ekk ladki ko jaanti houn jiska naam jiya hai
anjali: main bhi!!
jiya hasne laghti hai aur kehti hai: jiya to famous hogey hai
ek baat batao meine bhi jab tum teenon ke naam sune to kuch jaane pehchaane laghe lekin yaad nahi a raha kahan sune!
mehr: mujhe bhi!! kahin hum chaaro bhichle jaanam mein behne to nahi thi
charon ek dam se friend jaisi hojaati hai
batein karte karte pohonch the hai
mehr: aaj tag mera koi itni jaldi friend nahi bana
lekin tum sabke saat to 30minute mein main itni gul mill gey
anjali: han such mein laghta hai hum barson se ek dosron ko jaante hai
zaneb: han mujhe bhi aur yeh naam bhi kitne jaane jaane laghte hai
mehr: mujhe yaad nahi a raha yeh zaneb anjali naam meine kahan sune hai
jiya: jiya naam kaise yaad hai koi speacial friend thi??
anjali: han aisa hi kuch tha bohot meethi batein karti thi ect.. ect..
zaneb: acha chalo mujhe bohot book lagh rahi hai
phir sab khaate hai mehr kehti hai
mehr: jiya please mujhe mera room dikha do mera kuch kaam reh gaya hai
complete karna hai phir 6 bajhe kaam pe jaana hai
jiya: tum teeno ko koi probleme to nahi hogi agar tum teenon ek hi room mein reh lo, room bada hai aur saaf bhi hai
zaneb: mujhe to koi probleme ney hai tum bhi chaho to saat raho !!
anjali and mehr: mujhe bhi
jiya: phir thik hai chalo
~~~~~~~~~~~~~~~~
hey guys i hope u like it
yeh kahani 2015 ki hai
isliye kissi ko yaad nahi a raha
yeh naam kahan sune hai
dekhte hai 2015 mein arjuhi
ko saat dekhne ga hamara sapna pura hota hai