-------------------------------------------------------------------------------------------
JANUARY RAIN
Thunder roared. Meher opened her eyes. Heer who stayed back in the Maan household that day as Prem wanted her to be with Meher on Meher's big day was in deep sleep lying beside Meher. Actually both the Juneja and Maan family had a great get together that evening. A get together to fix up something big for both families. Meher, seeing her Heer didi sleeping so peacefully thought not to disturb her as Heer had a real busy day handling all the works for both families.
Meher: Is it going going to rain now? *Feeling too much happy* January mein rain? *Giggles*
She came down from bed. She walked up to the window and as if on cue the best thing happened just then. It started drizzling and the aroma of wet soil caught Meher's attention. This was Meher's most favourite aroma in the world.
Meher: Wow! Ye bhigi mitti ki mehki mehki khushboo. This is what i love. So abhi sach mein barish hone wali hain.
She did not want to spoil this beautiful time being lonely. She called Preet ASAP.
Meher: Hello, Preet? Hello??!! Arreh so gaaye itni jaldi hi?
Preet: *In a sleepy voice* Kiya Meher abhi abhi to phone rakh ke soye the na hum? Itni desperate ho rahi ho kiya mere liye? *Naughty voice*
Meher: Preet arreh utho aur khidki dekho. khidki band hain kiya tumhare room ka? koyi awaaj nehi mili waha pe abhitaak?
Preet: *Yawn* Kyun hua kiya? Jitni khush tum sound kar rahi ho lag to nehi raha ki koyi bomb blast hua hain, to hua kiya? Shahrukh Khan asmaan mein urr raha hain kiya?
Meher: Preet?! *Are you even serious?-voice* Barish honee wali hain jorse dekho na bahar. It is drizzling mere ghar ke bahar, hawa bohot tej hain aur bijli garaj rahi hain.
Preet: Kiya?! January mein rain?!
Meher: Haan wohi toh. Yuhi kitne din baarish nehi dekhi maine. I love rain. Aur woh thandi thandi hawaye and the best toh woh bhigi mitti ki mehki mehki khushboo.
Preet: Haan yaar, mujhe bhi woh bhigi mitti waali khushboo sabsee jyada pasand hain. Ruko main khidki khol ta hu. Band kiya hua tha thandi hawa ate hain na raatko, isliye.
Meher: Yes jaldi jaldi. January Rain hamesha nehi dekhneko milta.
Preet opened the window and was mesmerized by the beautiful weather's sight. The wet soil was making him feel the best. It was drizzling in front of his house too.
Preet: Arreh Meher drizzling yaha bhi shuru ho gaya hain already aur what a weather. Main to pagal hi ho gaya. WOW!
Meher: Haan Preet, jaldi jorse barish bhi shuru hogi i hope.
Preet: Haan Meher I hope too. Vaise tumne kaha na ki January Rain hamesha dekhne ko nehi milta but aaj to milna hi tha. Itna special din jo tha.
Meher: *Blushed* Haan hamari shaadi hain Preet bas ek mahine mein, can you believe?
As Meher finished her sentence, it started raining heavily then.
Yes, Preet and Meher's marriage got fixed on that day. So the day was really special for them.
Preet: Haan I can't believe Meher. I really can't. Us pandit ko main nehi chodunga.*Angry voice*
Meher: Hahaha Preet abhi bas bhi karo pandit ji ki kiya galti hain. Muhraat nehi mili na koyi shub 1 mahine se pehle.
Preet: Kiya Meher aisa kaise ho sakta hain. Koyi to muhraat hona chahiye na? 1-2 din mein. I mean chalo koyi nehi 1-2 week mein to jarur hi hoga na? 1 mahina kaise? You know i think daal mein kuch kala hain?
Meher: Accha? Mere nautanki Juneja ji apko sab chij mein hi kuch kala dhikta hain na? Bolo kiya kala hain is case mein. Main bhi sunu zara.
Preet: Meher mujhe to lagta hain woh padnit ji ko hi tumse pyaar ho gaya hain aur abhi shaadi ko kisi bhi tarah rok ne ke liye unhe time chahiye na? Isiliye itna late muhraat nikala hain unhone. Tumhe impress jo karna hain, time to chahiye na?
Meher: *She did not know how to react on this for a moment and then she burst out into laughter* KIYAAA?! KIYA KAHA ABHI TUMNE Preet...Oh God! main haste haste mar jayungi.
Preet: Kiya i am serious Meher. *innocent voice*
Meher: Haahaha haan Mr. Juneja main samajh sakti hu. Haha.
As it was raining heavily, Meher was feeling cold.
Meher: Preet main woh khidki pe beti huyi hu na to itni jor barish mein mujhe thand lag rahi hain. Main shawl orr leti hu. Tum bhi khidki pe hi bete ho pata hain. Jao sweater or jacket pehen lo.
Preet: Haan Haan jaldi jao varna pata chala ki tumhe jhukham iya khasi ho gayi aur pandit ji ne isko ek apshagun ka bahana banake aur 1 mahina shaadi pise le gayee. *Frustated voice*
Meher: Hahaha Preet bas bhi karo abhi. Bechare pandit ji. Tumne sweater pehna?
Preet: I am very strong Miss Maan you know. Mujhe sweater nehi chahiye.
Meher: *Irritated* Oh really?! Sweater pehno abhi. IT IS AN ORDER MR. JUNEJA, FROM YOUR HOME MINISTRY.
Preet: Oho accha abhi meri Home Minister shaheba ka order hain to lo pehen liya. Accha Meher tum abhi se mera itna khayal rakhti ho to Shaadi ke baad kiya karogi?
Meher: Main? Kitna kuch karungi. Tumhe bilkul kuch problem na ho ,taklif na ho iye sab dekhungi. Aur pata hain pure din baad jaab raat ko soyenge na hum? To main tumhe sote huye dekhungi raat bhar.
Preet: Meher abhi mujhe pandit ji pe marriage delay ka case karne pein aur jyada mazboor maat karo tum.
Meher: Hahaha, vaise Preet tum kiya kiya karoge shaadi ke baad?
Preet: Woh saab to surprise hain Meher. Tumhare duniya ko main ek sapna bana dena chahta hu. *Romantic voice*
Meher: Main wait kar rahi hu un dino ka be sabri se. *Blush* Accha dekho barish ko dekh ke lag raha hain ki puri raat hogi barish.
Preet: Haan, mujhe to bhuk lag raha hain.
Meher: Come on Preet, abhi tum ye maat kehna ki tumhe parathe khane hain itni raat ko.
Preet: Arreh! Barish mein parathe kaun khata hain? Abhi to maan ho raha hain garma garam khichdi aur mixed vegetables curry khayu aachaar ke saath.
Meher: Baapre tum bhi na, adhi raat ko bhi ye sab khana khane ki sooch bhi sirf tumhe hi aa sakta hain. Chalo mujhe bhi coffee ka man ho raha hain aise mausam mein. Main bana leti hu, tumi bhi bana lo apne liye coffee. Main banake de paati to aur accha hota. *Sad voice*
Preet: Come on Meher, dhukhi maat ho aur main coffee nehi khane wala. khichdi nehi to pakode to abhi baan hi sakte hain na? Chaloo apne daal ki pakode ki reciepe bolo.
Meher: Kiya kaha tumne? Pehle kabhi daal ke pakode banaye bhi hain?
Preet: Nehi kyun?
Meher: Hahaha woh toh main janti hi hun. Daal ke pakode ke liye daal ko vigoke rakhna padta hain. Abhi kaise banayoge? Aur tumhe toh bas omelette aur noodles banana ata hain Preet. Aur haan chaye and coffee. Ghar pe sab so rahe honge. Tum kuch na kuch garbar karoge. Subha kha lena jo maan kare. Abhi bas coffee banayo.
Preet: Nehi nehi, maine usdin Kulraaj di aur Heer bhabi ko Alu ke pakode banate dekha tha. I remember the process kafi acche se. Aur baki tum toh ho hi line pe help ke liye. To Alu ke pakode to ban sakte hain na? Ruko main kitchen jaa raha hu.
Meher: Preet pagal ho tum.
Preet: Pata hain Meher. Kuch neya bolo to maja aye.
KITCHEN
Preet: Meher maine phone ko speaker pe dal diya. Abhi jaabtaak padoke banenge speaker se baat karunga.
Meher: Maine tumhare tarah foodie aur pagal isnaan kabhi nehi dekha Preet.
After a while Preet was trying to collect all the needed things from the upper cabinet.
Preet: Meher *Disgusted voice*
Meher: Kiya hua Preet? Tum thik to ho na? Woh awaaj kaisa tha? *Tensed*
Preet: Mere upar oil ka bara wala bottle gir gaya aur abhi aisa lag raha hain ki mere sharir ke saare fat bhuk ke maare burst out karke liquid banke bahar aake mere body pe dour rahe hain *Irritated*
Meher: Hahahahahahahahahaha. *Kept on laughing like mad* Preet abhi accha hua na? Aur baano pagal adhi raat mein ye sab khane ke liye. Vaise ghar pe koyi jag gaya kiya. Bohot jor se awaaj huwa tha. Koyi uthega toh aur bhi maja ayega hahaha.
Preet: Meher please abhi chidhao maat na. Nehi koyi nehi jaga I guess, maine kitchen door bandh kar liya tha kitchen mein ate hi kyunki I did not want to disturb anyone. Abhi main nahake ake tum e call deta hu. Aur haan coffee banake. This time only coffee. Mera sara bhuk utaar gaya oil mein.
Meher: *Laughing loudly* Preet coffee banake khayo abhi. Main tumhare liye kal lunch mein office mein khichdi, mixed vegetable,aachar, mung daal ke padoke, pudine aur imli ki chutney leke ayungi. Nihal bhaiya does not want ki main kal office jayu with him. Unhe lagta hain ki I should stay home and celebrate for 2 days.
Preet: Haan tumhare hi din hain Meher. Mujhe koyi chutti nehi milne wala hain, though Prem bhaiya wanted to give me 2 days off too but maine nehi liya. Mere pehla project ka kam chalu hone wala hain 10 din baad so I think shaadi ke baad hi chutti milegi. Aur sachmein layogi? *Feeling very happy* Accha aur woh alu padoka bhi lana thik hae? *So happy tone*
Meher: Hahaha okay okay. Abhi jayo nahake coffee banake phir call me.
After 20 Mintues
Preet: Hello my Senorita. Tumhare bina nahake koyi maja nehi.
Meher: *Blushing like a cherry* Abhi tumhara dimaag kharab ho chuka hain puri raat na sone ki vajeh se.
Preet: Nehi to. Vaise notice kiya hum 2 ghante se upaar baat kar rahe hain, bas main 20 mins ke liye nahane aur coffee banane gaya tha.
Meher: Kiya?! Mujhe pata taak nehi chala. *Looks at the clock* Oh no! 4 baaj rahe hain! Coffee khatam karo aur so jaayo. Office bhi to jana hain tumhe.
Preet: Main bina soyee bhi jaa payunga.
Meher: Ji nehi Mr. Juneja apki home ministry apko khudke aur company ke bhalai ke saath koyi samjhota karne ki permission nehi deti.
Preet: Okay mam! Your wish is my command.
Meher: Chalo abhi so jayoo! Good night. I love you.
Preet: Par usse pehle ek kiss do mujhe.
Meher: Nehiii. *Blushing*
Preet: Pleaseee, pleaseee *Meher kissed on the phone* plea...Wait kiya, kiyaa tumne abhi phirse karo? *Way to much happy*
Meher: Kahan? kuch bhi to nehi. *Blushing again*
Preet: Nehi nehi karo na please.
Meher again kissed on the phone.
Preet: Yes finalllyyy! First time you kissed on the phone mujhsse pehle.
Meher: Kiya kar rahe ho tum Preet?!
Preet: Main apne bed pe chadh chuka hu khushi ke maare.
Meher: KIYAA?! Pagal kahike! Niche utroo kahi bed na tut jaaye.
Preet: Nehi nehi bed thodne ki planinng to tumhare saath hain, akele nehi.
Meher: *Turning into red* Shut up Preet! Bohot der ho gayi hain, abhi so jayoo.
Preet: Hehehehehe. Blushing blushing haan? Chalo good night, I love you a lot.
Meher: I love you a lot too my Mr.Perfect. Good night!
The sound of January rain echoed in their rooms while the two soon to be married lovers fall asleep in ther respective rooms.