''aankhen kholo heer, ankhen kholo…..kab tak sogi heer. aankhen kholo dekho hum kaisi jaga phas gaye, charotaraf sirf pani hi pani hai heer…heer main thak gaya hoon heer, thak gaya hoon. tum agar saath dogi na to har tufan se lad jaunga. utho heer baat karo mujhse, baat karo heer, aankhen kholo. main tumse wada karata hun, suraj ke pehle kiran ate hi main tumhe kinare pe leke jaunga. baat karo mujhse heer, aankhen kholo. aankhe kholo heer….aj jab humara pyar tufano se nikaal chuka hai to tum naraz khyun ho, tumhara saath dene ka wada nivaya to tum…tum naraz khyun ho heer…heer aankhen kholo heer. ……bohot khubsoorat ho….. heer, aankhen kholo heer.
tumhe pata hai hum jab pehli baar mile the tab mujhe tumhari ye payel mili thi….tumhari aankhon mein apni hi chehra dekha tha us din, tumhari wo dard bhari nigahe, usi din kayed ho gaya tha tumhari nigahon mein. aur us din jab pehli bar dekha tha tumhe to...to kho gaya tha tumhai aankhon mein. aur us raat jab pehli baar tumhari awaz suni thi to laga tha ye awaz meri hi kahani hai, ye awaz aaj ki nahin ye awaz sadiyon purani hai, mere dil ki awaz. "
how to describe this scene? I don't know honestly. we deshianz call it the "titanic" scene. the underwater emotional expression left us mesmerized. then how afraid and worried prem was! heer was lifelessly floating down the water! hats off to harshad-additi for giving us this beautiful love scene. all the people behind this scene are boss 👏. from my personal experience i didn't understand anything watching the promo. when i watched the episode i was inside the tv as if i was near them.
my special fav part is when prem was calling her to wake up again and again, then in between suddenly he caressed her face and said "bohot khubsoorat ho" this line was unexpected in that situation. 😳
so share what is your thoughts, views, phantacy about this whole premeer version of titanic 😊