Heer shuru shuru main delhi mein bahut akela mahsoos karti thi woh Prem ke bina yaha ek din bhi gujara nahi kar paa rahi thi
Heer ki zindagi main sari khushi aur maksat khatam ho Gaye thi uskey liye jeena ki koi wajah nahi thi
Woh us din bahut buri tarah tuti thi jis din Prem aur juneja canada chaley gaye us din Heer ko aisa laga jaisey uski zindagi uska saath chord rahi hai usey laga usney Prem ko hamesha hamesha ke liye kho diya
Woh us din ko kabhi na bhool sakti hai us din ne Heer ke poori zindagi hi badal dali
Khetey hai jab kahi koi door hota hai to koi pass aa jata hai
Heer jab bhi iskey saath hoti to woh sab khuch bhool jati akhir ab uski zindagi main jeeney ki wajah sirf yeah thi yeah uski Chahat uski khushi uska sab khuch thi yeah uski beti CHAHAT thi
Heer ki poori zindagi iskey kareeb thi Heer ki jaan ismain basti thi
Kahye liye jiye Heer Chahat ki bina ek din bhi nahi rahey sakti thi
Ussey aaj bhi yaad tha woh din jab Chahat ki is duniya main aaney ki khabar Heer ko pata chali
Flashback:-
Delhi main aaney ke baad woh yaha Soni ko chord kisi ko nahi janti thi
Soni Aur YUVRAJ uska best friend hai jo Heer ko ussey jada samjhta tha khetey hai
kisi ke pass sacha dost ho to woh bahut khush nasib hota hai Heer un chand khush naseebo main se jiskey pass 2 saccha dost tha
Soni ko hamesha pata rehta ki Heer kab dukhi hai kab khush Heer ko kabhi khuch khena hi nahi parta woh sab pheley hi samajh jata
Soni aur Heer bachpan ke dost thai Heer ke Delhi aaney ke baad soni and yuvraj ne uski kafi help ki who uskey support bana jab woh tooti usney Heer ka business yaha stabilize karney main kafi madat ki
Soni uskey aur Prem ke baarey main sab khuch janti hai aur usney uskey faisley main hamesha support kiya
Jis din Prem ki canada gaya us din Heer itna roi ki woh behosh ho gayi aur jab hospital main hosh aaya to pata chala ki Prem ki nishani uski zindagi main aa gayi hai uski aur Prem ki Chahat uski Chahat ban kar aa rahi thi
Heer ko us din se apney jeeney ka 1 maksat mil gaya tha ussey pata tha ki ab tak Prem ki shaddi ho chuki hogi magar Prem janey se pheley Heer ko uski zindagi ka sabse khoobsurat tofaa de gaya woh ussey undono ki Chahat de gaya
us din ke baad se Heer ne 9 months ka har ek pal Chahat ke intezar main gujara jab bhi woh Chahat ko meahsoos karti ussey lagta ki Prem uskey saath hai har pal ussey lagta ki Chahat ke saath saath Prem bhi uski zindagi main aa gaya hai
Aur jis din Chahat born hui aur Heer ne ussey lap main liya uskey tears thamney ka naam hi nahi le rahey thai
Heer ko laga ki Prem uskey dil ke bahut kareeb aa gaya hai
usney us din bahut himmat kar key Prem ko phone karney ki sochi aur Chah ke baarey main batana Chaha usney Juneja house phone bhi kiya magar phone gayatri ne uthaya tha gayatri ki awaaz sun kar usney phone disconnect kar diya kyun ki ussey laga ki Chahat ke is duniya main aaney ki khabar se bahut barda toofan aa jayega sabki zindagi main
Kyun ki Prem Chah ke baarey main sunkar sab khuch chord deta jo galat hota isliye Heer ne phir kabhi koshish nahi ki Prem ko bataney ki
Chahat ke baarey main sirf soni and yuvraj jantey thai
Chahat ke saath rahe kar Heer ko waqt ka khuch pata nahi rehta kab yeah
waqt pankh laga kar urd gaya pata nahi chala kab dekhtey hi dekhtey Chahat 1 saal ki ho jayegi 11 dino main woh itni khoobsurat thi ki Heer ki beauty kam pard jaye woh bilkul Prem aur Heer ki tarah thi uski aankhey Prem par gayi thi waisey hi aankhey jaise Prem ki thi
Chahat jitni khoobsurat thi utni hi pyaari bhi aur shant bhi usney kabhi bhi Heer ko jada
pareshan nahi kiya
Heer ko aaj bhi yaad hai jab Prem Heer ki shaddi hui thi tab Prem ne Heer ko bola tha ki
ussey 1 sweet aur beautiful girl Chahiye bilkul Heer ki tarah aur Heer ne bola tha nahi lardka Chahiye aur Prem ne kaha tha dekh lena Heer humey pheley lardki hi hogi
aur tab Heer ne kaha tha Chahiye khuch bhi ho beta ya beti tumehe kya baachey to mujhse hi dekhney pardeygey tum to busy rahogey aur jab humara baby raat main ro ro kar pareshan karega tab tumko dekhna pardega
Prem baby ko main nahi jagungi raat main tum raat main dekhna baby ko waisey bhi baby raat main bahut pareshan kartey hai
Prem-aacha baba main dekhunga meri sweet little princess ko waisey dekh lena woh bahut khoobsurat hogi aur woh tumehey kabhi akeley pareshan nahi kareygi balki main aur woh milkar tumehey pareshan kareygey
Song in background:-
Na Jaane Kyun, Hota Hai Yeh Zindagi Ke Saath
Achaanak Yeh Mann, Kisike Jaane Ke Baad
Kare Phir Uski Yaad Chhoti Chhoti Si Baat
Na Jaane Kyun ...
Jo Anjaan Pal, Dhal Gaye Kal, Aaj Woh
Rang Badal Badal, Mann Ko Machal Machal
Rahen Hai Chal, Na Jaane Kyun Woh Anjaan Pal
Saje Bhi Na Mere, Naino Mein
Toote Re Hai Re Sapno Ke Mahal
Na Jaane Kyun ...
Wohi Hai Dagar, Wohi Hai Safar
Hai Nahin Saath Mere Magar Ab Mera Humsafar
Idhar Udhar Dhoonde Nazar Wohi Hai Dagar
Kahan Gayi Shaamein, Madhbhari
Woh Mere, Mere Woh Din Gaye Kidhar
Na Jaane Kyun ...
Heer ki aanko main asoon hotey hai yeah sab yaad karkey
Prem ne sach kaha tha ki unki beti bahut pyari hai aur Chahat ne kabhi bhi
Heer ko pareshan nahi kiya na din main na raat main shayad Chahat pheley se janti ho ki uskey dad jo ussey pampered karney ke liye thai woh uskey saath nahi hai
Both Soni and yuvrAj love Chahat a lotttt
Soni ke liye to Chah uski little princess thi
Heer soch rahi thi ki ab kya hoga jab ussey wapis India jana hoga Prem aur Juneja ke
Saamney kya hoga jab sabko Chahat ke baarey main pata chalega kya hoga jab Prem Chahat ko pheli baar dekheyga kya bateygi woh sabko kaisey chupayegi Prem se yeah sach aakhir uski kismat kya Chahti hai
Heer-main kisi se nahi darungi Chahat meri beti hai aur uspay sirf mera haq hai main janti hoon Prem mujhse kabhi bhi Chahat ko door nahi kareyga
And woh Chahat ko dekhti hai and hug her tightly and uskey aankho main se asoon bheney lagtey hai and Heer looked outside in the sky udhar Prem bhi window se bhar sky main dekhta hai uski aankhey bhi naam hoti hai
Song in background:-
hoooooooooo
bheegi bheegi si hai raatey
bhhegi bheegi yaadey
bheegi baaey baatey
bheegi bheegi
aankho main kaisi nami hai
ahaan a han aa han aa han ahaan a han aa han aa han
sapno ka saaya
palko pay aaya
pal main hasaya
pal main rulaya
phir bhi yeah kaisi kami hai
ahaan a han aa han aa han ahaan a han aa han aa han
na janey koi
kaisi hai yeah zindagani
zindagani
humari aadhori kahani
na janey koi
kaisi hai yeah zindagani
zindagani
humari aadhori kahani
aadhi aadhi jagi
aadhi aadhi soi
aankhey yeah teri
lagta hai roi
lekar ke naam hamra
aahaan a han aa han aa han
rootha rootha rab
choota choota sab
toota toota dil
terey bina ab
kaisey ho jena gawara
aahaan a han aa han aa han ahaan a han aa han aa han
na janey koi
kaisi hai yeah zindagani
zindagani
humari aadhori khani
na janey koi
kaisi hai yeah zindagani
zindagani
humari aadhori kahani
bheegi bheegi si hai raatey
bhhegi bheegi yaadey
bheegi baaey baatey
bheegi bheegi
aankho main kaisi nami hai
ahaan a han aa han aa han ahaan a han aa han aa han
na janey koi
kaisi hai yeah zindagani
zindagani
humari aadhori khani
na janey koi
na janey koi
humari aadhori khani
na janey koi
kaisi hai yeah zindagani
humari aadhori khani
naa naaa naaanaaaaaaaa
yeah yeah yea yea
humari aadhori khani