my fav is from K3G
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 31st Aug 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 30 Aug 2025 EDT
MAIRA KNOWS 30.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 31 Aug 2025 EDT
CASE IN COURT 31.8
Why Sidharth Malhotra films flop! Guess with the hint written in this
Anupamaa 31 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Vicky says Katrina hates ‘honest feedbacks’ about her acting but…..
Queen 2 Tanu Weds Manu 3 Get Rolling
CID episode 73 - 30th August
BALH Naya Season EDT Week #12: Sept 1 - Sept 5
24 years of Lajja
Anupamaa completes FIVE Years !! Fifth Anniversary Celebrations
The Curry-ous Readers 🍛 Book Talk Reading Challenge September 2025
The Naan -Stop Readers 🫓📚| BT Reading Challenge || September 2025
my fav is from K3G
Adding some few more
Zara Zara(Rehna Hai Tere Dil Mein:Must listen if u dont yet😳)
(Zara zara bahekta hai, mahekta haiZara Se (Jannat)
Yehhhh…HELLO BROTHER
--FEMALE--
Chupke se koi aayega
Phir meri neend churaayega
Phir saari raat jagaayega
Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
--MALE--
(O maine kyoon pyaar kiya
Yeh dil beqaraar kiya) - 2
--FEMALE--
Mm, chupke se koi aayega
Phir meri neend churaayega
Phir saari raat jagaayega
Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
--MALE--
(O maine kyoon pyaar kiya
Yeh dil beqaraar kiya) - 2
Saanson mein ajab si pyaas jage
Dil ko jo koi apna sa lage
--FEMALE--
Dekhe yeh zamaana pyaar mera
Sach hota koi sapna sa lage
--MALE--
Na jaane kya chaahat hai
Yeh dil ki jo haalat hai
--FEMALE--
Guzarti hai mujhpe kya, kaise kahoon
--MALE--
Ikraar bhi mushkil hone laga
Inkaar bhi mushkil hone laga
Ab chain bhi mera khone laga
Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
--FEMALE--
(O maine kyoon pyaar kiya
Yeh dil beqaraar kiya) - 2
Is dil mein chhupa toofaan koi
Nikla na mera armaan koi
--MALE--
Ek pal bhi mujhe aaraam nahin
Yeh jaan ke hai anjaan koi
--FEMALE--
Deewani main ho jaaoon
Ke yaadon mein kho jaaoon
--MALE--
Machalta hai dil mera, main kya karoon
--FEMALE--
Betaab si lagti har dhadkan
Kab suljhegi aakhir yeh uljhan
Kahin jaan na le le paagalpan
Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
--MALE--
(Ho maine kyoon pyaar kiya
Yeh dil beqaraar kiya) - 2
--FEMALE--
Aa, chupke se koi aayega
Phir meri neend churaayega
Phir saari raat jagaayega
Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
--BOTH--
(O maine kyoon pyaar kiya
Yeh dil beqaraar kiya) - 2
RANG DE BASANTI
Lata
Luka Chuppi bahut huyi saamne aa ja naa
Kahan kahan dhoondha tujhe
thak gayi hai ab teri maa
Aaja saanjh hui mujhe teri fikar
Dhundhla gayi dekh meri nazar aa ja na (2)
A. R. Rahman
Kya bataoon maa kahan hoon main
Yahan udney ko mere khula aasmaan hai
Tere kisson jaisa bhola salona
jahan hain yahan sapno vala
Meri patang ho befikar udd rahi hai maa
Dor koi loote nahin beech se kaate na
Lata
Aaja saanjh hui mujhe teri fikar
Dhundhla gayi dekh meri nazar aa ja na
Lata
Teri raah takey aankhiyaan
jaane kaisa kaisa hoye jiyaa (2)
Dhire dhire aangan utre andhera, mera deep kahan
Dhalke suraj kare ishara chanda tu hai kahan
Mere chanda tu hai kahan
Luka Chuppi bahut huyi saamne aa ja naa
Kahan kahan dhoondha tujhe thak gayi hai ab teri maa
Aaja saanjh hui mujhe teri fikar
Dhundhla gayi dekh meri nazar aa ja na (2)
A. R. Rahman
kaise tujhko dikhaun yahaan hai kya
Maine jharne se paani maa tod ke piya hai
Guchcha guchcha kai khwabon ka uchal ke chuwa hai
Chaaya liya bhali dhoop yahaan hai
Naya naya sa hai roop yahan
Yahaan sab kuch hai maa phir bhi
lage bin tere mujhko akela
Lata
Aaja saanjh hui mujhe teri fikar
Dhundhla gayi dekh meri nazar aa ja na (3)
rafta rafta jo tha begana tera huwa
rafta rafta mera afsaana tera huwa
dil ko naaz tere ishq se aashina (2x)
rafta rafta jo tha begana tera huwa
rafta rafta dekho dekho kya hogaya
rafta rafta
rafta rafta dekho dekho kya hogaya
rafta dekho rafta
tu hai meri subahon mein
tu hai meri raaton mein
tujse aur mein kya kahoon
tu agar hai to, mein hoon
tu vhaum hai mera, ya ke tera jaadu hai
lagta hai ki phoolon mein, sirf teri khusboo hai
dil ko naaz tere ishq se aashina
rafta rafta jo tha begana tera huwa
rafta rafta mera afsaana tera huwa
lamha lamha tere bin zindagi adhuri thi
tujhko paa ke jaana hain, kitni tu jaroori thi
chaand taare dekhon to, yeh nazar bhi aata hai
kehkashaa ke raste mein, tera ghar bhi aata hain
dil ko naaz tere ishq se aashina
rafta rafta jo tha begana tera huwa
rafta rafta mera afsaana tera huwa
dil ko naaz tere ishq se aashina
--FEMALE 1--
(Eh hey hey eh eh eh eh, eh hey hey eh eh eh eh
Eh hey hey eh eh eh, eh hey hey eh eh eh) - 2
--MALE--
(Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba) - 2
Ke zindagi tere liye, tere liye
Aur tu mere liye dil ki sada hai
--FEMALE 2--
Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba
Sajan sun tu bhi itna
Ke tu hai mera sapna
Tu hi to hai meri aarzoo
--MALE--
Sanam yeh baatein kaisi
Kahan meri kismat aisi
Ke ban jaaoon teri aarzoo
--FEMALE 2--
Kaho to main tere aage
Kamar peeche gajra daale
Doloon nasheeli chaal se
--MALE--
Ada haai aisi qaatil
Sahega to kaise yeh dil
Taras khaao mere haal pe
--FEMALE 2--
Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba
Ae sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan
Aaa aa….
(Male)
Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai
(Female)
Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua
(Male)
Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai
(Female)
Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua
Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda
Tu kahe to tere hi kadam ke
main nishanon pe
Chalun rukun ishaare pe
Tu kahe tho khwabon ka bana ke
Main bahana sa
Mila karu sirhaane pe
Ohhh
Tum se dil ki baatein seekhi
Tum se hi yeh raahe seekhi
Tum pe marr ke mein tho
Jjee gaya
Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda
Dil kahe ke aaj tho, chupa lo tum
panahon mein
Ke darr hai tum ko kho doonga
Dil kahe ki sambhal zara khushi ko
Na nazar laga
Ke darr hai mein tho ro dunga
Hooo
Karthi hoon sao vaade tum se
Bandhe dil ke dhaage tum se
Yeh tumhe na jane kya hua
Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda
(Male)
Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai
(Female)
Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua
Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
Ke ban gaye ho tum mere khuda
Ke ban gaye ho tum mere khuda