a. Lambi Judaai, for Prachi đ : It depicts the desperation of a woman who has stayed away from her lover for too long, and has almost forgotten what it meant to be loved by him
Chaar Dinon Ka Pyar O Rabba
Lambi Judaai Lambi Judaai
Tere Bin Dil Mera Laage Kahin Na
Tere Bin Jaan Mera Jaaye Kahin Na
Itne Zamaane Baad O Rabba Yaad To Aaya
Yaad To Aaya
Khoyi Rahi Hoon Main Saazon Me Apne
Aahat Bhi Teri Bhool Gayi Hoon
Sadiyon Se Kitni Tanha Rahi Hoon
Ishq Tera Bhool Gayi Hoon
Panchi Rahi Me Is Zindagi Me
Doon Kya Duhayi Doon Kya Duhayi
O Rabba
Kitte Main Jaavaan Naam Sunaao
Ve Da Sunao Rabba
Har Bebasi Me Is Zindagi Me
Tujhko Hi Chaaha Tujhko Hi Maanga
Jin Raaston Se Guzra Ye Dil Tha
Manzil Mili Na Pyaar Na Paaya
Khud Ko Chupake Raahon Se Guzri
Dil Ko Sambhale Dil Ko Sambhale
Tere Bin Dil Mera Laage Kahin Na
Tere Bin Jaan Meri Jaaye Kahin Na
Kitne Zamaane Baad O Rabba
Yaad To Aaya Yaad To Aaya
đ