dua dua jub k dehty hain hum dusmanoon ko kuin tery liye baddua hum karin gay kami nafratoon main na aay tumary kabi bas yahi KUDA sy dua hum karin gay |
love Zindagi ki bhi koi khuwahish nahi Tum nahi the to Zindagi main kuch kami thi Ab hoker bhi tum mere nahi Sab kuch paas hai magar Ek tu hi to mere paas nahi Hazaron ne hamain Chaha lekin Ek tujh hi ko hamari Chahat nahi Hum tere beghair bhi Jeene ki koshish karenge Kyun ki ab hamain kisi aur ki zaroorat nahi |
bicharene kii baad Baton baton main bicharrney ka ishara karkay , khud bhi roya wo bohat hum se kinara karkay , sochta rehta hoon tanhai main anjam-e-khuloos , phir usi jurm-e-muhabbat ko dobara karkay , jagmag ki hain terey shehr ki galiyan main ne , apney her ashk ko palkon pe sitara karkay , dekh laytay hain chalo hosla apne dil ka , or kuch roz terey sath guzara karkay , aik hi shehr main rehna hai magar milna nahi , dekhtay hain ye azi'att bhi gawara karkay |
CHAHAT Hasrat thi k koi toot kar chahta humy,magar hum khud he toot kar bhikhar gaye kisi ki chahat may. |
jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta mujhse kehta hai, "main to mar jaunga tumhare bina" main zinda hun ab tak ke wo mujhe |
please don't forget to write ur comments 4 dis
Kind Regards
Maha786