Aaj Anurag ne Anupam ke saath bilkul acha nahi kiya.... Vo toh Anurag ko kabse support kar raha tha... Phir bhi... 😡
Anupam..... jooth kam bola karo. Mohini aur Niveditha Basu ne kitne baar Prerna ko insult kiya... tab toh Anurag ne aise react nahi kiya... Phir kyon aisa bola ...tumse koi sawal jawab karta hai toh voh aisa karta hai..