PRERNA : Jai kali, jai kali,
Nak-nakshika karne wali
Jaan chahe leni pade
Jaan chahe leni pade
Jai maa kali……….(agar Tulsi murder kar sakti hai to main kyon nahi)
ANURAAG : Tadap-tadap ke is dil se aah nikalti rahi
Mujhko saza di pyar ki, aisa kya gunah kiya
Jo lut gaye, ha lut gaye
Jo lut gaye hum teri mohabbat mein….(nahi, mar gaye teri mohabbat mein)
KASAK : Agar tum mil jao zamana chhod denge hum
Tumhe pakar zamanay bhar se rishta tod lenge hum
Agar tum mil jao zamana chhod denge hum…..(aur na mile phir bhi duniya chhod diya)
PREM : Phirta rahun dar-badar
Milta nahin tera nishaan
Hoke juda kab main jiya
Tu hai kahan, main kahan….
DEVKI : Main to rehti hun teri rahon mein
Bekhabar mujhko dhunde kahan…..(lets meet after the leap)
SHRAVAN : Dil laga, dil jala
Dil laga na dil jale se dil jal jayega
Ishq kar na ishq hi tujhe tadpayega
Koi ye jaane na, koi ye maane na
Maine to jaana hai, ishq leta hai jaan…..(nahi, ishq leta hai kaye jaane)
PALCHIN : Bolo na tum zara, pyar ye hota hai kya ? (nahi, Prem ye hota hai kya ?)
Ye haseen raaz hai, jaane koun bhala….
SAM : yaadein, yaadein
Ye yaadein kisi dil-o-jaana ke chale jaane ke baad aati hain
Yaadein, yaadein…..(aur badla bhi chahti hai)