kasauti zindagi ki
hope u all like plz comment
đ
main tujhse chupake
tumhare ashq ke moti
yu khamoshi se peeta hoon
main apne zakhm seeta hoon
kaise batayun bin tere
kis tarah main jeeta hoon
kashmakash hai ye kaisi
kasautti zindagi ki-2
apne aansuon ka main
badla lungi gin gin
meri tanhayian aujhal
lungi hisaab har maut ka
kiya hai tune mujhse chal
saamne hai khadi
kasautti zindagi ki-2
mujhko iska gila hai
tumha aansu diye maine
tere sapno ki toda hai
tumhara saath choda hai
khud apni hi khushion se
maine hi muh mod ahi
darde dil de gayi
kasautti zindagi ki-2
dil jisko diya tha
usne dil ko toda hai
vo sare wade jhoothe the
vo lamhe humse roothe the
chalte hue majhdhar mein
akele usne choda
yun parakhane lagi
kasautti zindagi ki-2
kaise kardoon main bolo
apne dil ke do tukde
di hai zindagi jisko
dena payun dil usko
aur rehti hai jo dil mein
de payun na main usko
imtahan pyar ki
kasautti zindagi ki-2
jane anjane mein
tumhe gham diye maine
tumhara dil dukhaya hai
tumhe maine rulaya hai
majboorion mein aake
tumhe tanha banaya hai
maaf karna mujhe bhi
kaautti zindagi ki-2
ab tak mera saaya
mere hi saath chalta hai
aangan mein mere palta hai
usse tan se alag kar doon
phoolon ke badle mein kaante
aanchal mein kaise bhar loon
ye amanat kisi ki
kasautti zindagi ki-2
milte hain kinare
kabhi aisa bhi hota hai
halat aapas mein takrayein
magar dil phir bhi mil jayein
hai pyar ke ye haadse
samajh mein jo nahi aayein
kandhe hai naseebon ki
kasautti zindagi ki-2
vo mujhko mitade
isi mein hai khushi uski
yahi to uski chaahat hai
nafrat jahan hoti hai
wahin pe to mohabbat hai
aan hai ik zara si
kasautti zindagi ki-2
chaahat ke safar mein
dilon ke faasle dekhe
vo aksar toot jate hain
kabhi ansoo bahate hain
kabhi chalte hain sehra mein
phir bhi muskurate hain
imtihaan har ghadi ki
kasautti zindagi ki-2
koi mane na mane
kai janmon ka naata hai
bane ik doosre ke hum
rahenge saath yu hardam
rab se dua hai bas yahi
kabhi ye pyar na ho kam
azma le kabhi bhi
kasautti zindagi ki-2
apne ansuon ka
main badla lungi gin gin
meri ruswayion ke pal
meri tanhayian aujhal
loongi hisaab har baat ka
kiya hai tune mujhse chal
saamne hai khadi
kasautti zindagi ki-2
jab tum saamne ho
nazar kaise hatayun main
teri ye jheel si aankhen
teri khushboo bhari baaten
jee chahata hai yuhin
tujhko hi dekhe jayun main
imtihaan bekhudi ki
kasautti zindagi ki-2
pyar ke mod par
tumhe to saj gayi galiyan
khushi se khil utha sagar
maine likha naam tera
har pal apne is dil par
kya ye aashiqui ki
kasautti zindagi ki-2
jab se tum mile ho
duniya kuch nayi nayi hai
ye suraj khilkhalata hai
ye chanda jagmagata hai
baharon ka ye mausam
hamein jaise bulata hai
har khiliwanagi bhi
kasautti zindagi ki-2
jeewan ke safar mein
sang chalne mein maza aata hai
tumhara kya irada hai
meri chaahat zayada hai
kaante mile ya kaliyan
sab kuch aadha aadha hai
kabhi gham bhi khushi bhi
kasautti zindagi ki-2
milti hain nigahein
dilon ki baatein hoti hai
hoth khamosh rehte hain
magar sab kuch ye kehte hain
ye pyar ki boli hai
dil wale hi samajhte hain
imtihaan har ghadi ki
kasautti zindagi ki-2
plz reply plzzzzzzzz