serial main bar bar prerna aur bajaj kai beech main misunderstanding pada hote hai aik week dono aik dosre sai alagh rahte hai aur phir aik dosre ko maaf kar kai HUG karte hai.
what is this ? tanisha kii wajah sai prerna us budhe bajaj(plz don't mind i don't like him) ko chorne hi wali thi kai vineet aur madhvi kii pyaar bhare baatain sun kar abh woh apna faisla badal dai ggi kyun? jabh anurag sai divorce hone wala tha tabh kyun nahin kise kii pyar bhare baatein sun kar apna irada badla?
anu kai saath hi hamesha aasa kyun hota hai?