Created

Last reply

Replies

56

Views

3.5k

Users

5

Likes

61

Frequent Posters

Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#11
11. Ek dhanurdhar, dusra dhanurdhar ko chunauti derahehe, isme jaati par prashna kyun

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Edited by Shrisatya - 6 years ago
Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#12
12. Agar app kehrahe hai ki, ye sirf vyavasta aur santhoolan ke liye hai, tho aisa kyun ki.. kisi varn Ko sar par betaya jata hai, aur kisi varn tokaro pe raka jata hai

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#13
13. Varno ka vibhajan janma se kyun, yogyatha se kyun nahi

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#14
14. Kabtak ye brahmin sirf pate pade,agar kisi brahmin ke bache ko vyapar mein ruchi ho tho..
Kshatriya ka bache gyan dena chahiye tho usme galat kya hai..
Vaishya agar sena mein jaana chahiye tho usme galat kya hai.. aur kya vo shabdh apavitra ho jayega jo shudra ke mui se nekhle?

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Edited by Shrisatya - 6 years ago
Brahmaputra thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 6 years ago
#15
Dear friend, thanks a lot for these beautiful lines. You are doing a great work and this speaks very highly of your admiration and dedication to Karna and his unknown Sangini. But this is a small forum with very less active number of people. I am not sure if we are enough for the pain you're taking in bringing these wonderful words to us. Nevertheless, keep up the good work...😊
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#16
15. Sharvasesht vo, jo har chunauti, har pareeksha ko paar kare.. usse jeethe

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Edited by Shrisatyad - 6 years ago
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#17
16. Kehte hai apni chot ka upachar nahi kiya tho, vo kabhi teek hone wali ghav ban jaata hai..

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Edited by Shrisatyad - 6 years ago
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#18
17. Jealous urvi..
Asar, hua naa asar..
Aag lag gayi hai.
Usne tho meri arjun ko dhigayi bheed Ko thod diya..
Aur tum dono ake uske naam ki geet gaa jare ho

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#19
18. Vo karn sirf ahankari nahi, buddhihin bhi hai,
Bina soche samjhe mujhe vachan diya ki, agli Poornima se pehle hoobahoo vaise ratan mujhe laake dega..


Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatyad thumbnail
Posted: 6 years ago
#20
19. Tumhari dil alag, aur mera alag...
Isliye tumhara sarvashresht alag.. aur mera sarvashresht alag.


Tejasswi Prakash
Karn Sangini

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".