Created

Last reply

Replies

56

Views

3.5k

Users

5

Likes

61

Frequent Posters

Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#51
49.
Kunti maa..
Mamataa..
Par ek khalipan sa bhi.. jaise sab kuch hoke bhi.. koi kami hai..

Arjun..
Aatma vishwas.. Dridtha.. sankalp... Veertha..
.
.
.

Pade ke Karn Ko aankho mein kya hai..
Kya kehriye ye aankhe..
Kya chupaye inme..
Bahut saare cheeze dekh rahi hai.. par kuch samaj nahi aata..


Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#52
50.
Lakh chupalo mujhse karn..
Lekin do sapta ka wakth hai mere paas..
Do sapta baad Hastinapur aana hai..
Itne wakth mein tho tumara aankho mein har baath ko padlungi mein.

Do sapta baad, Hastinapur mein..
Tand ki mausam mein..
Kumuduni phoolon ke beech..
Hum dono ek dusre ke saamne honge..
Tab mein tumhara aankho ko padlungi..


Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#53
51.
Ishare karne ka koi artg nahi...
Mein janthi huin ki arjun kya kehna chare..

(Ardharth.. tum iskeliye tayaar ho? Tumhe koi aapatti nahi?)

Pehle thi... Phir gehra vichaar kiya..
Tho ab nahi..

(Sach)

Arjun... Ab guru dakshan deni hai tho paanchal tho jaana hogi hi naa.
Bhale phir deep utsav mujhe apna mitra ke bina hi manana pade..

(Ardharth.. tum paanchal jaane ki baat kar rahi thi?)

Haa.. kyun nahi..
Tum kya baat kar rahe the..


Tejasswi Prakash
Karn Sangini
SweetRogue thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 6 years ago
#54
Sorry wrong post
Edited by SweetRogue - 6 years ago
Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#55
52. Jinhe kunti maa jaise sansaar ki sarvashresht maa ne janma diya ho, unhe paala he, unke saamne kaun tike gaa

Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#56
53. Karn ko bhi bahut krod aata hai..
Ye chandan kund unke krod ko shant kare gaa..


Tejasswi Prakash
Karn Sangini
Shrisatya thumbnail
Posted: 6 years ago
#57
54. Kab nikhlenge baahar..
Itni deer hogayi..
Haat bhi dard karne lag gaya..

Kitne deer tak pehredaaron ko bhi bahar rokh khi rakh huin..
Ek kshan ko bhi agar kahi chal jaate tho, mein ye chandan kund rakh du..

Eeshwar kare inka kalam hi toot jaye..

Kaise nikaloon inko baahar..
Eeshwar kare inka dawaad gir jayee..


Tejasswi Prakash
Karn Sangini

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".