Lori gayee thi tune kabhi...
Apne munne ke liye..
Kabhi khilaune dikhaakar
Tho chaand ko kabhi..
Par shaayaad ... chaand
Dikhaate dhikaate...
Teri bhi mat gayi thi maari...
Ki teri akal charne gayi ghaas...
Chaand par....
Shukr hai...
Tere munne ki akal..
Aur Buddhi..
Tujh par nahin gayi...
Ki aaj , apne biwi ki ..
haalat ke prati usne
Kuch to samajh dikhaayi...
Aur itna sab kuch hone ..
Ke baad bhi...
Tu bhaashan dene chali gayi...
Apne bete ko...
Besharam kahin ki....
Bhari mehfil mein beizzat hone..
Ke baad... teri ye himmat...
Sharam haya naam ki cheez
Bachi hai ki nahin...
Tujhse kya pooche hum...
Saari duniya gawah hai..
Tu tho besharam nikli...
Arre bekhabar...
Bhagwaan ki likhi..
Se khilvaad karne ki...
Koshish jo tune aaj ki....
Maa Kaali sab hai dekh rahi..
Aur teri tho kamini... Khair nahin....
Aur khabardaaar jo iske baad...
Shiv aur Gauri ki zindagi mein
Taang adaaayi....
Ya Gauri ka naaam apne gande
Zabaaan se bhi li....
Tera munna pyaar ke raaste par..
Chal pada hai...apni manzil ki aur..
Finally...
Aur agar tune ... kuch chaalaki ki...
Tho yakeen maan , is baar tu go gayi....
Kyonki tere pati ne bhi ...
Aaj pehli baar...
Tujhse hai ..
Mooh mod li...
Ab tho waqt aa gaya hai baby...
Jab pay karegi... apne kukarmon ...
Ke liye tu ..Finally...
Kamini ... sadeli...
Tu tho jaanti bhi nahin hai re
Hateli.. ki tune panga kisse hai leli..
Wo Maa Kaali , hai Maa Kaali...
Aur Gauri unki hai... chahithi beti...
Tu tho intezaar kar .. kalmoohi,...
Waqt hai tere barbaadi ka abhi...
Kyonki abhi toh yeh shuruaat hai...
Aaj to bekaar gayi hai.. teri gaayi
Hui , apne bete ke liye... har Lori...
-Sarita..
- Phew ... !!! That felt good... aaah.. dil se bhoj utar gaya.... sorry , guys, mujhe apna gussa Nikhla par ..nikaalni hi tha....😆 No offence meant.... if any words are found offensive, kindly let me know, I shall change immediately...