Chapter 5
guys i am cont it with fab five conversation in mumbai
_________________________________________________________________________
FAB FIVE(MUM)
manik-ryt
alia-but manik usne yeh baat sirf tujhe hi kyu btai mein toh kab se us se puch rahi gthi but usne mujhe to kabhi nahi btai
manik-actually mujhe bhi nahi pta tha ki woh baat usne mujhe kyu btai i ws also surprised yaar
dhruv- mnaik phir to tu bahut lucky hai ki nandini tuj par itna trust karti hai
manik(blushing)
cabir-ab yeh batein chodo aur manik chal apni ram katha start kar we are waiting
mukti-rukho rukho mujhe popcorn lane do is manik ki love story kisi movie se kam thodhi na hai
all started laughing
dhruv-chal mein teri help kata hun
___________________________________________________________________________
_______________________________________________________________________
Nandini and Natasha
natasha - i fell bad for u yaar shuch a creep that pandit was
nandini-chodo na ab toh is baat ko kitne sall ho gaye hai aur ab toh mein is baat ko bhul hi gayi hun just because of manik
natasha - aur ha yaar tum bahut lucky ho ki tumhare pass manik hai
nandini(blushing)
________________________________________________________________________
Nxt Day
JAM ROOM
alia-higuys whats up
fab 4- hi
manik-alia nandini nahi aai ya thodhi der mein aa jayegi
cabir- manik tujhe badi yaad aa rahi hai nandini ki kya baat hai
manik-kyu mujhe meri friend ki yaad nahi aa sakti
(and gives him a stern look)
cabir- toh meine konsa kuch kaha sirf pucha hi hai
dhruv - yeh sab chodo lets practice
mukti- yes chalo
everyone started practicin but their was someone who was un able to concentrate and he also dont know why was he so reatless
cabir - yaar manik tera dyaan kha hai why r not concentrating (but he knew the reason😆)
manik-sorry guys i am not able to concentrate i just need a break
(and after saying this he leaves )
mukti-isse kya hu
cabir- chod na mukti jab dekho cid banti rehti hai
Music Wing(Stairs)
manik- mujhe ho kya gaya why i am so restless aur ajj mein itna lonely kyu feel kar raha hun aur aj mijhe ajj nandini ki itni yaad kyu aa rahi hai
Alia home
nandini-aiyappa ajj mein college is liye nahi gai kyuki i wanted to be alone but ab mein bahut bore ho rahi hun aur upar se mujhe manik ki itni yaad kyu aa rahi hai why i am missing him
Music Wing(stairs)
manik-iss cabir ki toh meine use bolna jaruri tha alia ko bolne bhi nahi diya ki nandini aj college kyu nahi aai kya uski tabiyat kharab hai ya koi aur reason hai kahi kal ki wajah se toh nahi ahh why i am thinking so much
Alia house
nandini- let me (hiccup) divert my mind (hiccup) let sing (hiccup)
she started singing but hiccups were disturbing her
manik- aiyappa yeh (hiccups) kya ho raha hai mer(hiccup)sath koi mujhe itna(hiccup)kyu yaad kar raha (hiccup) hai
Music wing (Stairs)
manik- vese mein yaha (hiccup) kya kar raha hun (hiccup) pehle toh kabhi mein music wing (hiccup) nahi aaya (hiccup ) oh good yeh hiccups (hiccup) are so damn (hiccup ) irritating ...
___________________________________________________________________________
Fab Five (Mum)
manik-yaar us din really mujhe itne jyada hicups aa rahe it was hell irritating
cabir-ab koi itni shidath se yaad kare toh kisiko hiccups kyu nahi aayenge haina dhruv
dhruv - ha yaar inka toh kuch alag hi connection hai
all started laughing
_______________________________________________________________________
Nandini and Natasha
natasha - heheheh yaar tumhara toh alag hi connection hai tumhe toh alag tarike se pta chalta hai ki tum ek dusre ko yaad kar rahe hai
nandini- stop it yaar par sachi that day i was hell irritated due to these hiccups
______________________________________________________________________
precap- manan in alia's house