Angad ki nigahen kahin aur nishana kahin aur đ
angad kya kar rahay ho ... sharam nhi ati u have a wife nowđł
anitahhhh darling... kya karoon jab tum cartoon dekh rahi ho to main kya karoonga... aur yeh kya shakal bana rakhi hai ... kahna main namak kaam tha kya đđ
kripa thinking - Kahin pe nigahen kahin pe nishana ... choro ji choro abb lo gay kya badla đ
hope u liked it đłđłđł