Angad ki nigahen kahin aur nishana kahin aur 😆
angad kya kar rahay ho ... sharam nhi ati u have a wife now😳
anitahhhh darling... kya karoon jab tum cartoon dekh rahi ho to main kya karoonga... aur yeh kya shakal bana rakhi hai ... kahna main namak kaam tha kya 😉😉
kripa thinking - Kahin pe nigahen kahin pe nishana ... choro ji choro abb lo gay kya badla 😉
hope u liked it 😳😳😳