hey guys how are u all, i hope u r fine.hmmm well kal maine woh movie dekhi hum saath saath hain, i saw it after a very long time and thruout the film i was thinking of aamna and rajeev as usual😉😆well us movie mein as u know 3 couples hain and i was trying 2 work out wot jodi aamna and rajeev cud be out of the three😆and i finally decided on salman khan aka prem and sonali bendre aka preeti. now i will give u reasons why😉
1.well aik tho they showed ke woh dono aankhon se zyada baath karte hain aur woh zyada zyada khamosh rehte hain, aamna aur rajeev bhi bilkul aise hi interact karte hain
2.there was one line where thery said ke 'aik larki apne dil ki baath humesha apni aankhon se keh deti hai, aur kal se preeti ki aankhon mein khushi jhalak rahi hai'
this line made me think ke rajeev aamna ko jaldi propse kardo, uski aankhon mein tumhare liye bohat pyar hai aur tumhe hi aamna ko kehna parega kyunki aamna kaise keh sakti hai.
3.well this made me say ke definetly thses 2 characters shud be aamna and rajeev. woh gaana mare hivra mein naachay mor. us mein prem aur preeti par picturised hua verse yeh tha
PREM:yeh pyar ka SAAWAN aaya hai, sang preet ka mausam laaya hai, jo dil mein chupa kar rakha tha, woh raaz labon par aaya hai.dil mein basa ke apna banake le chalun prem nagariya😉
PREETI:bhare hivra mein naachy mor thak thaiyya thaiyya, ab le jao jis or sang chalun gi saiyan😉😆
u know guys this was my favourite because i was thinking back 2 my thoughts about aamna and rajeev propsing each other on 26th july and singing this song aur agar aap sab ko yaad hoga which im sure u do remember that last year it was raining wen rajeev stayed at aamna's house😉😆aur is gaanay mein saawan ka zikr, i was like wowww its made 4 our jodi😆
overall i enjoyed the film kyunki mujhe us mein jodi nazar aai lekin yes i do like family films like that, ab tho aisi filmain banthi hi nahin😕
neway guys do comment😃im waiting