hi aap aur mein khaltien hain "kaun banega kashish ka pati'"
Q1=kaun banega kashish ka pati?😕
A awara ashiq gurry🤢
B bewafa aur bewaqoof rajeev
C canchor(kamchor) ashiq piyush jo simla ki khayi mein aram kar raha hai😭
D dashing swayam jo kuch bhi kar sakta hai😆
Q2= Aman kab bolega?😕
A=ashiq number 6 bane ke baad🤢
B=bahar nikalne ke baad (dramay se)
C=marney ke baad( dramay mein)😭
D=rishi ke baad😃
sahi jawab dena waloon ko milegi 21 million dollar ki gari ki photo (pic)😳