breaking news.....
abhi abhi popkorn pe guru ka interview dikhaya gaya jisme onki aur aamna ke aapsi manmutao ke baare me puchha gaya.
guru ne pahle toh iis topic pe baat karne se inkaar kar diya,par kaphi jor dene pe kaha ki koi(aamna) onke baare me kya sonchta hai isse onhe koi fark nahi parta.
wo yahan sirf apna kaam karne aaye hain.
wo balaji ke liye kaam karte hain aamna ke liye nahi.
waise bhi wo apna kaam puri mehnat aur imandari se kar rahe hain bas.agar balaji onhe solo act karne kahenge toh bhi ya duet karne kahenge toh bhi wo dono ke liye taiyar hain.means aamna ho na ho,koi fark nahi parta guru ko.
waise guru ka kahna tha ki wo apni personal aur proffesional life ko alag rakhna chahte hain.
wahi aamna ne iis topic pe baat karne se inkaar kar diya.
i 100% agree wid guru.kaash aamna bhi itni hi proffesional hoti..