aaj ka episode dekhne ke baad hamare samjh me yeh nahi aa raha ki kashishji aakhir royi kyon?akshat ka rona toh samjh me aata hai coz wo charu se bahut pyar karta hai, par kashishji ko yeh shobha nahi deta.coz kuchh din pahle hi toh onhone mutthi bhar sindoor apni mang me bhar ke tushar ke samne sujal ke liye apni bepanah mohabbat ka izhar kiya tha.yahan tak ki wo sujal ko dhundhne ke liye apni jaan tak dene ko taiyar thi phir ab kya ho gaya?
tushar chahe charu ke saath kisi kamre me ho ya archita ke saath kya fark parta hai???.
ab yeh toh hone se raha ki kashishji ki bahen kisi ke saath sareaam band kamre me paai gai iis gum me onke aansu nikle ....asambhaw.......
toh kya yeh kashishji ke ghariyali aansu the ya wo dono haathon me tushar n sujal naam ka laddoo rakhna chahti hain?
lol.......
guys wat u think??????l!