and she made us pareshan tooo...
in devdas style...
miu thinking
aakash kehta hai mujhe prithvi se pyaar hai
prithvi kehta hai mujha aakash se pyaar hai
aur maa kehti hai aakash tumse pyarr karta hai
karun to kya karun
kya sach me mujhe prithvi se pyaar ho gaya hai
aakash thinking
miu aise kaise kar sakti hai,
vo kyu nai aana chati mere saath, kya vo prithvi se pyaar karti hai😲
prithvi thinking
meera aise kaise kar sakti hai,
vo kyu nai jaana chahti, kya vo is rishte se jud gai hai😲
and miu too thinking mein aise kaise kar sakti hun.
mein kyu nai jaa paa rahi hun.
kya mein sach mein prithvi se pyaar karti hun😲😲😲
ab hamein kya pata...😆😆😆😆
bus aaj sab shock me hai😲😲😲😲