Sitaroon se aagy jahan aur bhi hein,
abhi muhabat k imthan aur bhi hein,
tum hi nehi jalaty mere dil ko,
University mein ladkiyaan aur bhi hein…
******************************************
Lamha lamha waqt gujar jayega,
chand lamho me exam aa jayega...
abhi bhi time hain thoda padh lo..
nahin to pass kya MUNNA BHAI karwaega?
******************************************
Sapne dekho to use apna banalo,
Ya phir usme kho jao,
Dost mile to use apna banalo,
Ya usme kho jao,
Agar kuch bhi nahin to phir takiya lo aur so jao..............Gud Nite!
******************************************
Kitni hasin ho tum, khud ko duniya ki nazar se bachaya karo
Aankhon mein kaajal lagana hi kaafi nahi…
plz gale mein nimbu-mirchi bhi latkaya karo..
******************************************
😆